Understand Namaz

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 5

Understand Namaz

Allah Says- Aur Main ne jinon aur insaanon ko to mehaz


apni ibaadat ke liye paida kiya hai.
(Quran Al-Zaariaat,51:56)
Aur apne Rab ko yaad kiya karo apne dil mein aajizi se,
darte huwe, zor ki aawaaz ke bajaae Kam aawaaz se
subah-o-shaam, aur ghaafilon mein na rahna.
(Quran Al-Araaf,7:205)
It is necessary that the person who is remembering Allah
should understand what he is saying he should combine
the remembrance of the heart with that of the tongue so
that he is attached to his lord both outwardly and
inwardly.
Bismillaahir-Rahmaanir-Rahiim
Allah ke Naam se shuru karta hoon jo bada mehar- baan aur nehaayat rahem waala hai

TAKBEER
Allahu akbar- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - Allah bohat bada hai

SANA
1)Subhanaka allahumma

1)Aye Allah, hum teri paki ka iqrar karte hai

2)Wa bi hamdi ka

2)Aur teri hi taarif bayan karte hai

3)Wa ta bara kasmu ka

3)Aur tera Naam bohat barkat wala hai

4)Wa ta ala jaddu ka

4)Aur teri shaan unchi hai

5)Wala ilaha ghai ruk

5)Aur tere siwa koi maabood nahi

SURAH Al-FATEHA
Bismillaahir-Rahmaanir-Rahiim-

Allah ke Naam se shuru karta hoon jo


Bada mehar-baan aur nehaayat rahem waala hai

1)Al-Hamdu lillaahi RabbilAalamiin


2)Ar-Rahmaanir-Rahiim
3)Maaliki yawmid-Diin!
4)Iyyaaka nabudu wa iyyaaka
Nasta-iin
5)Ihdinas-siraatal musta-qiim
6)Siraatal-laziina an amta
alay-him
7)Gayril-magzuubi alay him
wa laz-zaaalliin

1) Sab tareefen Allah ke liye hain


Jo saare jahaanon ka paalne
waala hai
2)Jo bada mehar-baan aur nehaayat
rahem waala hai
3)Jo qayamat ke din ka maalik hai
4)Hum teri hi ibaadat karte hain
aur tujh hi se madad talab karte
Hain
5)Tu hamen seedha raasta chala
6)Un ka raasta jin par tu ne inaam
kiya hai
7)Na un ka raasta jin par tera ghazab
huwa, aur na hi gumraahon ka rasta.

Ameen- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -ilahi qubool farma


Read Any Surah example(Al-Kausar, Al-Ikhlaas, Al-Falaq) see page no 4 and 5
Allahu akbar- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - Allah bohat bada hai
RUKOO
Subhana rabbi-el azeem (3 Bar) - - - - - - - - - - - - - -pak hai mera parwar- digar azmath
Wala

TASMIA
Sami allahu liman hamida- - - - - - - - - - - - - - - - - - Allah ne uski sun li jis ne uski taarif
Ki

TAHMEED
Rabbana lakal hamd- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - Aye, hamare parvar digar!
Aap hi ke waste tamam taarif hai.

Allahu akbar- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - Allah bohat bada hai


SAJDAH (2 Bar)
Subhana rabil aala(3 Bar) - - - - - - - - - - - - - - - - - - - Pak hai mera parvar- digar bada Aalishaan

Allahu akbar- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - Allah bohat bada hai

TASHAHHUD
1)At tahiyyatu lillahi Wassalavatu wattaiibaatu 1)Tamam zabaani ibadatein Allah ke liye hai
aur Tamam badni Ibadatein aur Tamam maali
ibadatein bhi
2)Assalamu alaika Aaiyuhun nabiiyu

2)Salam hoon Aaap par Aye Nabi (S.A.W)

3)Wa rahmatullahi wa barkatuhu

3)Aur Allah ki rahmat aur uski barkatein

4) Assalamu alaina

4) Salam hu hum par

5) Waala ali ibaadiillahissaliheen

5) Aur Allah ke Nekh bandou par

6) Ash haduAnn laa ilaha illallahu

6)main gawahi deta hu ke Allah ke siwa koi


Maabood nahi hai

7) wa ash-hadu Anna mohammadan


Abduhu wa rasoluhu.

7) Aur main gawahi deta hu ke


Mohammad(S.A.W) Allah ke bande aur
Uske Paighambar hai.

DUROOD-E-IBRAHIM
1)Allahomma sallialaa mohammadiu waala ali
mohammadin

1) Aye Allah! Rahmat nazil farma


mohammad(S.A.W) par aur mohammad(S.AW)
Ki aal par

2) Kamasallaita Alaa ibraheema waala ali ibraheem

2) Jaisa ke tune rahmat naazil farmai thi


ibraheem (A.S) aur ibraheem (A.S) ki aal par

3) Innaka hameedum majeed

3) Beshak aap taarif aur badi buzurgi wale hai

4) Allahomma barik alaa mohammadin waala ali


mohammadin

4) Aye Allah barkat nazil farma mohammad


(S.A.W) par aur mohammad(S.A.W) ki aal par

5) Kama barakta alaa Ibraheema waala ali ibraheem

5) Jaisa ke tune barkat nazil farmai thi ibraheem


(A.S) par aur ibraheem (A.S) ki aal par

6) Innaka hameedum majeed

6) Beshak Aap taarif aur Badi Buzurgi wale hai

DUA-E-MASOORAH
1) Allahomma inni zalamtu nafsi zulman kasirou

1) Aye Allah! Mai ne apne nafs par bahut zulm


kiya hai

2) wala yaghfirozzonoba illa antaa

2) Aur siwaae apke aur koi gunahou ko baqsh


nahi sakta

3) Faghfirli maghfiratam min indika

3) Pas aap apni taraf se khaas baqshish se


mujh ko baqsh dijiye

4) Warhamni

4) Aur mujh par raham farma dijiye

5) innaka antal ghaforor raheem

5) Beshak aap baqshne wale nihayat rahem


wale hai

DONOUN TARAF KAHE


Assalamu alikum wa rahmatullah--------Salam ho tum par aur allah ki rehmat

KAWSAR-108
Bismillaahir-Rahmaanir-Rahiim-

Al-Kausar
Allah ke Naam se shuru karta hoon jo
Bada mehar-baan aur nehaayat rahem waala hai

1)innaaa a-taynaakal-KAWSAR

1) Hum ne tum ko kausar ataa farmaayi.

2) Fa-salli li-Rabbika wanhar.

2) To apne parwar-digaar ke liye namaz padha


Karo aur qurbaani kiya karo.

3) inna shaani-aka huwal-abtar.

3) Kuchh shak nahin ke tumhaara dushman hi


be-aulaad rahega.

IKHLAAS-112
Bismillaahir-Rahmaanir-Rahiim-

Al-Ikhlaas
Allah ke Naam se shuru karta hoon jo
Bada mehar-baan aur nehaayat rahem waala hai

1) Qul Hu-wallaahu Ahad;

1) Ae Nabi S.A.W! Keh do, wo Allah ek hai.

2) Allaahus-samad;

2) Wo mabood barhaq be niyaaz hai.

3) Lam yalid, wa lam yuulad;

3) Na wo kisi ka baap hai aur na Wo kisi ka


beta hai

4) Walam yakul-la-Huu Kufuwan ahad.

4) Aur na koyi uska hamsar hai

FALAQ-113

Al-Falaq

Bismillaahir-Rahmaanir-Rahiim-

Allah ke Naam se shuru karta hoon jo


Bada mehar-baan aur nehaayat rahem waala hai

1) Qul a-uuzu bi-Rabbil-Falaq.

1) kaho ke main subha ke Maalik ki panaah


Maangta hoon.

2) Min-sharri maa khalaq:

2) Har cheez ki buraayi se jo us ne paida ki hai.

3) Wa min-sharri gaasiqin izaa waqab,

3) Aur taareek raat ki buraayi se jab wo khoob


Chha jaaey

4) Wa min-sharrin-Naffaasaati fil-uqad,

4) Aur gandon par padh padh kar phoonkne


Waaliyon ki buraayi se.

5) Wa min-sharri haasidin izaa hasad

5) Aur hasad karne waale ki buraayi se jab hasad


karne lage.

NAAS-114

Al-Naas

Bismillaahir-Rahmaanir-Rahiim-

Allah ke Naam se shuru karta hoon jo


Bada mehar-baan aur nehaayat rahem waala hai

1)Qul a-uuzu bi-Rabbin-NAAS.

1) kaho ke main logon ke Rab ki panaah


Maangta hoon.

2) Malikin-Naas,

2) Logon ke baadshaah ki.

3) ilaahin-Naas.

3) Logon ke mabood barhaq ki.

4) Min-sharril-Waswaasil-khan-Naas,-

4) Dil mein waswasa daalne waale shaitaan ke


shar se, jo khuda ka naam sunkar peechhe
hat jaata hai.

5) Allazii yuwas-wisu fii suduurin-Naasi,-

5) Jo logon ke dilon mein waswase daalta


hai.

6) Minal-Jinnati wan-Naas.

6) Khaah wo jinnat mein se ho ya insaanou


mein se.

Baad namaz ye dua padhe


Subhan Allah (33 Bar)- - - - - - - - - - - - - - - - Allah paak hai
Alhamdu lillah (33 Bar)- - - - - - - - - - - - - - - tamaam tareef allah ke liye hai
Allahu akbar (34 Bar) - - - - - - - - - - - - - - - - Allah bahut bada hai

You might also like