This document contains the lyrics to 5 different songs. The lyrics describe themes of love, longing, and finding companionship. They celebrate the joy of being with a loved one and note that without love, life has no meaning. Refrains across the songs emphasize that being together with one's beloved makes all hardships seem insignificant.
This document contains the lyrics to 5 different songs. The lyrics describe themes of love, longing, and finding companionship. They celebrate the joy of being with a loved one and note that without love, life has no meaning. Refrains across the songs emphasize that being together with one's beloved makes all hardships seem insignificant.
This document contains the lyrics to 5 different songs. The lyrics describe themes of love, longing, and finding companionship. They celebrate the joy of being with a loved one and note that without love, life has no meaning. Refrains across the songs emphasize that being together with one's beloved makes all hardships seem insignificant.
This document contains the lyrics to 5 different songs. The lyrics describe themes of love, longing, and finding companionship. They celebrate the joy of being with a loved one and note that without love, life has no meaning. Refrains across the songs emphasize that being together with one's beloved makes all hardships seem insignificant.
Download as DOCX, PDF, TXT or read online from Scribd
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 8
Maine Tujhe Kabhi Kuch Kaha Tha Lyrics
Maine tujhe kabhi kuch kaha tha
Jo bhi kaha wo kiya Arre maine tujhe kabhi kuch kaha tha Jo bhi kaha wo kiya Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada Maine tujhe kabhi kuch kaha tha Jo bhi kaha wo kiya haan Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada Maine tujhe haan kabhi kuch kaha tha Jo bhi kaha wo kiya
Doolha banoonga main, baja bajega
Dulhan banegi tu, mandap sajega Doolha banoonga aaha Main baja bajega Dulhan banegi tu, mandap sajega Phir tu meri maang yun bharega Ho jo bhi kaha wo kiya Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada Maine tujhe kabhi kuch kaha tha Jo bhi kaha wo kiya
Phoolon ki sej pe do dil milenge
Mehakegi zindagi sapne khilenge Phoolon ki sej pe ho ho Do dil milenge Mehakegi zindagi sapne khilenge
Har daur mein apna pyaar hansega
Jo bhi kaha wo kiya Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada Maine tujhe kabhi kuch kaha tha Jo bhi kaha wo kiya
Apna to mel hai sadiyon purana
Juda kar sakega na humko zamana Apna to mel hai sadiyon purana Juda kar sakega na humko zamana Main hoon teri, tu bhi mera rahega Jo bhi kaha woh kiya Sada ke yeh rishte nibhaane hain sada Maine tujhe kabhi kuch kaha tha Jo bhi kaha wo kiya Jo bhi kaha wo kiya.
Ishq Mera Bandagi Hai Lyrics
Ishq mera bandagi hai Ishq meri zindagi hai Aashiqon ka arsh dera Aashiqon ka farsh dera Aashiqon ke saaton jahan
Ishq mera bandagi hai
Ishq meri zindagi hai Aashiqon ka arsh dera
Aashiqon ka farsh dera
Aashiqon ke saaton jahan Ishq mera bandagi hai
Yoon to jahan mein
Sabhi naam ke hain yeh rishte Jo ishq mein doob jaayein Wohi hain farishte Yoon to jahan mein Sabhi naam ke hain yeh rishte Jo ishq mein doob jaayein Wohi hain farishte Ishq mein hai woh khumari Jo na utre umra saari Din-ba-din yeh hogi jawan Ishq mera bandagi hai Ishq meri zindagi hai
Dil jismein shama jale ishq ki dil wohi hai
Maine to apne hi dil ki kahani kahi hai Dil jismein shama jale ishq ki dil wohi hai Maine to apne hi dil ki kahani kahi hai Dharm apna aashiqi hai Karm apna aashiqi hai Ishq hi hai mera imaan Ishq mera bandagi hai Ishq meri zindagi hai
Aashiq wohi hai jo
Dooje ka gham jaane sehna
Tu is jahan mein kabhi na
Kisi se yeh kehna Aashiq wohi hai jo Dooje ka gham jaane sehna Tu is jahan mein kabhi na Kisi se yeh kehna Ishq hai kya tu na jaane Na suna tu yeh fasaane Kyon kare yeh jhootha gumaan Ishq mera bandagi hai Ishq meri zindagi hai Aashiqon ka arsh dera Aashiqon ka farsh dera Aashiqon ke saaton jahan Ishq mera bandagi hai Ishq meri zindagi hai.
Aisa Kabhi Hua Nahi Lyrics
Sunita Sunita Sunita..
Aisa kabhi hua nahi, jo bhi hua khoob hua
Aisa kabhi hua nahi, jo bhi hua khoob hua Dekhte hi tujhe hosh ghum huye Hosh aaya to dil mera dil na raha Aisa kabhi hua nahi, jo bhi hua khoob hua
Reshmi zulfein hain saawan ki ghataon jaisi
Palkein hain teri ghane ped ki chhanv jaisi Bholapan aur hansi aafreen aafreen Aisa kabhi hua nahi, jo bhi hua khoob hua
Dekhte hi tujhe hosh ghum huye
Hosh aaya to dil mera dil na raha Aisa kabhi hua nahi, jo bhi hua khoob hua
Jheel si aankhon mein
Masti ke jaam leharayein Jab honth khule tere Sargam baje, mehke fizayein Har adaa dil-nashin aafreen aafreen Aisa kabhi hua nahi, jo bhi hua khoob hua Dekhte hi tujhe hosh ghum huye Hosh aaya to dil mera dil na raha Aisa kabhi hua nahi, jo bhi hua khoob hua
Patli si gardan mein ek bal hai surahi jaisa
Andaz matakne ka dekha na kisi ne aisa Gulbadan nazanin aafreen aafreen Aisa kabhi hua nahi, jo bhi hua khoob hua Dekhte hi tujhe hosh ghum huye Hosh aaya to dil mera dil na raha Aisa kabhi hua nahi, jo bhi hua khoob hua.
Jeene Ko To Jeete Hain Sabhi Lyrics
Jeene ko to jeete hain sabhi Pyar bina kaisi zindagi Jeene ko to jeete hain sabhi Pyar bina kaisi zindagi Aao mil-jul ke sukh-dukh baantein Kyon hum rahein ajnabi
Humsafar hain sabhi
Jeene ko to jeete hain sabhi
Pyar bina kaisi zindagi Aao mil-jul ke sukh-dukh baantein Kyon hum rahein ajnabi Humsafar hain sabhi
Sur mein hamaare aake sur to mila
Pyar bhare naghme zamane ko suna Sur mein hamaare aake sur to mila Pyar bhare naghme zamane ko suna Luta de kisi ke liye tu apni khushi Jeene ko to jeete hain sabhi Pyar bina kaisi zindagi Aao mil-jul ke sukh-dukh baantein Kyon hum rahein ajnabi Humsafar hain sabhi
Tum bhi gao na
Apne liye jo bhi jeete hain yahan
Unko bhula de ek pal mein jahan Apne liye jo bhi jeete hain yahan Unko bhula de ek pal mein jahan Rahenge dilon mein jo baantein sabko hansi Jeene ko to jeete hain sabhi Pyar bina kaisi zindagi Aao mil-jul ke sukh-dukh baantein Kyon hum rahein ajnabi
Humsafar hain sabhi
Jeene ko to jeete hain sabhi
Shikwe gile bhi hain pyar ki adaa
Kyon na bhula dein jo bhi hua Shikwe gile bhi hain pyar ki adaa Kyon na bhula dein jo bhi hua Milenge dilon mein jalaa ke lau pyar ki Jeene ko to jeete hain sabhi Pyar bina kaisi zindagi Aao mil-jul ke sukh-dukh baantein Kyon hum rahein ajnabi Humsafar hain sabhi.
Mil Gayi Aaj Do Lehrein Song Lyrics
Taalaab mein yoon kankar phenko
Kitne hi toofan uthaade Ik chalti phirti laash mein phir Jeene ke armaan jagaade
Mil gayeen aaj do lehren kuch is tarah
Mil gayeen aaj do lehren kuch is tarah Ab na saahil mile to koi gum nahin Haath mein haath le yoon hi chalte rahen Ab na manzil mile to koi gum nahin Mil gayeen aaj do lehren kuch is tarah
Pyar ka ek pal itna anmol hai
Pyar bin saare jeevan ka kya mol hai Pyar ka ek pal itna anmol hai Pyar bin saare jeevan ka kya mol hai Saari duniya mein jis pal ka charcha rahe Saari duniya mein jis pal ka charcha rahe Aisa ik pal mile to koi gum nahin Mil gayeen aaj do lehren kuch is tarah Ab na saahil mile to koi gum nahin Mil gayeen aaj do lehren kuch is tarah
Jee rahe the isi aas pe hi sanam
Ek na ek din mil hi jaayenge hum Jee rahe the isi aas pe hi sanam Ek na ek din mil hi jaayenge hum Mil gaye to mili ek nayee zindagi Mil gaye to mili ek nayee zindagi Maut ab kal mile to koi gum nahin Mil gayeen aaj do lehren kuch is tarah Ab na saahil mile to koi gum nahin Mil gayeen aaj do lehren kuch is tarah Mil gayeen mil gayeen Mil gayeen mil gayeen Mil gayeen mil gayeen.