36 Mobile Sms
36 Mobile Sms
36 Mobile Sms
Allah ke khouf se girnay wala aansu;baishak chota hi kayoun na n es main itni taqat hoti hai kah wo samandar ke barabar gonah mita sakta hai. 2. sadqa bala ko kha jata sawa'ay os ke jo nikah main aa jati hai. 3. sona tha hum ne logoun se mohabbat cheez aisi hai chupa'ay chup nahain sakti. yah aankhoun main chamakti hai yah cehroun pe dhamakti hai yah lehjoun main khanakti hai diloun ko rolati hai ratoun ko jagati hai agar yah sab sach hai to phir Allah se hum ko bhala kaisi mohabbat hai na aankhoun main chamkti hai na chehroun pe dhamakti hai na lehjoun se khanakti hai na diloun ko rolati hai na ratoun ko jagati hai to yah kaisi mohabbat hai? to yah kaisi mohabbat hai? 4. bacha: papa jab aap aur mamma honey moon par ge thay to mein kahaan tha? papa: baita jate howay mairay pas aur aatay howay apni mamma ke pas. 5.dost ho ya parinda; ossay aazad chour dou, agar laut kar aa gya to tumhara. 6.hamaisha jo de to makhlouq jo de to apne Khaliq se maango Rehmat na de to hikmat. se mat maango ehsan na de to sharmindgi.
ho,laiki
7. short but fantastic advice..................... os shakhas ko hamaisha khush rakho jissay aap rouz shishay main daikhte hain. 8. sardar roti kha eak tokra khud aur dosra murgi ko khala raha tha. dost: yah kya kar ra'ay ho? sardar: hum khandani ameer hai her roaz chichen ke sath roti khatay hain. 9. ishq jis ko talaaq de de........os ki sari umr iddat!!! 10. Friend and medicines play the same role in our life as both take care of us in our pains but the difference is that "good friends don't have an expi ry date like medicines. poor is he who has no friends. 1`1. kuch log maire es donya main khush'bu tara hain..... mehsous to hote hain laikin dikhaee nahain daite. (A.A.Naqvi) 12. piyaray dost hamaisha hanso, moskarao, khoub pait bhar khao piyo, kya pata
kal .. ... .... ..... daant houn ya na'houn. 13. sardar to his son: oay toun shaiar da potar aein tay o shaiar mein aan. son: papa sakool main miss bhi yahhi bolti hai kah tu kisi janwar ki oul ad hai. 14. bivi: bakre ki zoban pakki hai khao ge? khawand: mein monh se nikli hoee cheez nahain khata. bivi: to phir anda bana doun. 15. what is similarity between marriage and 11.59 (PM)? jawab:donoun ke baad din badal jatay hain. 16: great truth: Tears do not come when you miss a person but they come out when you don't want to miss a person. 17. When you focus on problems, you will have more problems but when you focus o n possibilities you will have more opportunities. 18. A phone conversation: Lady: I think you are father of one of my children. Man: o my God! Are you Mariya? Lady: No Man: Sara? Lady: No Man: Sadaf? Lady: (in total confusion) No Sir, Im class teacher of your son. 19. Yah qoul Hazrat Ali (AS) say mansoub hai: Ikhtiyar taqat aur dolat milnay par log badaltay nahain balkah bainiqaab hotay hai n. 20. Amrika main bistar ka takya othanay say dollars nikaltay hain. India main bi star ka takya othanay say sinma kay tikat nazar aatay hain jabkah Pakistan main b istar ka takya othanay say hath kay punkhay nazar aatay hain. Geo Pakistan 21. Eak din mein nay os kay badlay howay lehjay aur bigray howay taiwar daikh ka r es ki wazahat chahi. Os nay jawabun kaha yah sab daikh kar kisi wazahat ki zarourat baqi hai?! 21. Larka: agar moqa mila to mujh say shadi karo gi? Larki: agar moqa mil giya to shadi karnay ki kiya zarourat hai? 22. Yah qoul Hazrat Ali (AS) say mansoub hai: Khuda say jab bhi dua mango to Moqadar mango, aqal nahain kayounkah mein nay boha t say aqal waloun ko moqadar waloun kay dar par daikh hai. 23. Pathan larki se: humara dil main aa jao Larki ghussay se: otaroun chapel kya? Pathan: pagli aise hi aa jao masjid tthori hai 24. A qualified MBA marketing student married a girl: after one year of married
life he got angry and sent a note to his father-in-law: your product is not acc ording to my requirements. The smart father-in-law replied: one year warranty expired. Company is not respo nsible. 25. Aqalmand admi jab koee khass aur ahum faisla karta hai to apni aankhain band kar laita hai, bohat sochta hai, apne dil ki sonta hai, apne waldain aur behan b haioun se raay laita hai, apna damagh use karta hai aur aakhir main wohhi karta h ai jo os ki bivi kehti hai 26. A good cook could cook well. Try to read it fast..in the end you will feel like a hen. 27. Jahan roti mazdour ki ojrat se mehngi ho jaay wahan dou chizain sasti ho jati hain: Ourat ki izzat aur mard ki ghairat (salahudin ayubi) 28. Once a wise man was asked: what is meaning of life? He replied: life itself has no meaning, life is an opportunity to create a meani ng. 29. Tarasta hai dil kisi ki sada ke liay Tairi mohabat tairi wafa ke liay Hum aur kuch nahain mangte tum se Bas, Masjid ke lotay wapis kar de khuda ke liay 30. We strongly condemn slaps on the face of a teacher in sindh by wahida shah M PA (PPP) Its not only worst insult of a teacher but Pakistan and humanity. Where are the human rights activities?! Where is civil society?! Where is government?! Where is judiciary?! Where is media?! Where are parents?! Where are students? 31 Masi: putra mainoun othay dafnana jithay her waylay lokein aande jande rehain . Putar: GT rod tay na dafna daieay qabar di qabar jump da jump. 32. 6 chizain qismat waloun ko milti hain: 1. Pisti kutti 2. Aseel kukar 3. Liyari maj 4. Lal amroud 5. Wadday kanna wali daisi bakri 6. Taire warga yaar 33. Judge: Order Order Order Pathan: ek bargar 2 chicken Ek cold drink Judge: shut uo Pathan:no shut up
Only 7 up 34. Agar computer system Punjabi main hota to Welcome ji ayaan noun Ok aho Send: ghalo/sato Download thalay lao Delete mitti pao Search labo Run nasso syntax error dur fitaimounh cntrl alt del siyapa ee mokao 35. Double meaning Girl: aaj office jatay hi boss mujh par char giya Friend: kayoun? Girl: mein late gaee thi na 36. Pakista ka qoumi phal Qoumi kaial Qoumi fashion Qoumi dua sabr kudkush hamla mazakraat ya Allah bijli aa jaay