Jab Pyaar Mein Pyaar Na Ho

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Jab Pyaar mein Pyaar na ho,

Jab dard mein yaar nah ho

,Jab aasu mein muskan na ho,

Jab Laafzon mein zubaan na ho,

Jab saanse bas yuhi chale,

Jab har din mein raat dhale,

Jab intezaar sirf waqt ka ho,

Jab yaad uss kambakht ka ho

,Kyun hoon main rahi jab kisi aur ki manzil,

Dhadkane saath chhod diya..

.Ae Dil Hai Mushkil, Ae Dil Hai Mushkil

You might also like