(Roman) Meethi Zabaan

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 31




‫ﻣﯿﭩﮭﯽ زﺑﺎن‬
Meethi Zabaan

MEETHI
ZABAAN
Ye Risala Shaykh-e-Tareeqat Ameer-e-Ahl-e-Sunnat Bani-e-
Dawat-e-Islami, Hazrat Allamah Maulana Abu Bilal Muhammad
Ilyas Attar Qaadiri Razavi ȜøÈ Ä ȦøÆȑǀøÄǾøÈȑȻ ȔøÅ ȞøÅ ljÅ ǀøȍÄ ǠÄ øÄǃȻ Ljø
È ȕ
Ä Ä¥ nay tahreer farmaya
hay, Majlis-e-Tarajim nay is ko Roman-Urdu mayn compose
kiya hay. Agar is mayn koi kami-bayshi payen to Majlis-e-
Tarajim ko aagah kar key Sawab kay haqdar baniye.

Translation Department (Dawat-e-Islami)


Aalami Madani Markaz, Faizan-e-Madinah, Mahallah Saudagran,
Purani Sabzi Mandi, Bab-ul-Madinah, Karachi, Pakistan
UAN: +92-21-111-25-26-92 – Ext. 7213
Email:  [email protected]

www.dawateislami.net


Á Â Á ÁÄ Á Â Ì ÁÄ Á Á Ð Á Ì Ð Ä Á Ä Ì Â Ð Á Ð Á
 Р’]à ½«½Ä fÁ  ƑÌƷ½~
Á ÐLj½Ã“ ½fÁ a½Ð —½
 ǂ à -°­½g½’0 2¡½“½o½’0 ǂLj—½Ã “½½’à Ã ½“½Ã ’ ]½—½W½’
Ä Ì Ì Ð ÁÄ Á ÄÌ Â Ð Â Á Á Â Ð Á ÁÄ Á
 Ĕȗà ȝ½Ð Và a½’
ÁÄ  ™  à —½Ì VÐ a½’
ÁÄ Ã ½“½’•g½ Ð Ð ÁÄ ™w½
à ÃF Ĕȗà ȝRà a½’ à «½k½’™½–à  Ã ½“½’C½ÃF ¡½~C½† ]½½½FC½–

Kitab Parhnay ki Du’a

Deeni Kitab ya Islami sabaq parhnay say pehlay zail mayn di


hu’i Du’a parh lijiye Ȑ ÄÇ ǑÄ ¾ÄÄ ǢÇ ǽÄ  ȜøȹȒøȑÄ—ƴˠǩÄ Ȼ ¼È Ɲ jo kuch parhayn gey yaad
rahay ga. Du’a ye hay:

iû h h hh û h hh hû ġ h
û ȸAb
Ǭ ūļųŭń j ĵŶžû ŰŠŃû ļȯAűğ Źi ŰɉA
h û û h h hû h h h h h û h h û h h
_AŋŬjƅAb^j ƆƠAAJĵZŽūļƧKĵŶžŰŠ

Tarjuma
 ÄÇ ǑÄ ¾ÄÄ ǢÇ ǽÄ hum per ‘Ilm-o-hikmat kay darwazay khol day aur
Ay Allah Ȑ
hum par apni rahmat nazil farma! Ay Azmat aur Buzurgi walay!

$O0XVWDWUDIMLOGVDIKD 

Note: Awwal aakhir ayk ayk bar Durood-e-Pak parh layn.

ii
www.dawateislami.net


(GJTKUV
(GJTKUV
Kitab Parhnay ki Du’a ................................................................ ii

MEETHI ZABAAN ....................................................... 1


Du’a-e-Attar ..................................................................................... 1
Durood Shareef Ki Fazeelat ............................................................ 1
Kash mayn darakht hota ................................................................. 2
Kash mujhay zabah ker diya jata ................................................... 3
Aah mayray Gunah!! ....................................................................... 3
Ta’leem-e-Quran kay 2 Fazail ........................................................ 5
Gustaakh-e-Rasool ka Anjaam ...................................................... 5
Garmiyon mayn rozah aasaan magar chup rahna mushkil ....... 8
Jigar ka Cancer theek ho gaya ........................................................ 9
Koi maraz la-‘ilaaj nahin ...............................................................10
Cancer kay 2 ‘Ilaaj ..........................................................................11
Gheebat kay mukhtalif tareeqay ..................................................11
Muminon per 3 ihsaan karo!........................................................12
Musalman ki bhala’ie bayan karnay walon kay liye firishtay ki
du’a ..................................................................................................12
Meethay bol ki meethi hikayat .....................................................13
Meethi Zaban .................................................................................15
Zikr-o-Du’a kay andaaz per gheebat ...........................................15
Qiyamat ka hoshruba manzar ......................................................17
Log mutalbay ker rahay hon gey ..................................................19
iii
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Islaah ka haseen andaaz ................................................................20
Haji Mushtaq sunahri jaliyon kay rubaru ..................................21
Muqaddar walon kay soday..........................................................23
Deedar-e-Mustafa ka Wazifah .....................................................23


iv
www.dawateislami.net


Ð Ð Ä Á Ì Á Â Á ÁÄ Á Â Ì ÁÄ Á Á Ð Á Ì Ð Ä Á Ä Ì Â Ð Á Ð Á
 ǂÁ Lj½“à ½fÁ a½Ð —½Â ’  ] à ½«½
à f ƑƷ½~-°­½g½’0 2¡½“½o½’0 ǂLj—½Ã “½½’à  Ã ½“½Ã ’ ]½—½W½’
ÁÄ  Ã ½Ä ̓½’ •g½ Ð Á Ì Ð ÁÄ Á ÄÌ Â Ð Â Á Á  РÁ ÁÄ Á
 Ĕȗà ȝ½Ð Và a½’
ÁÄ ™—½Ì VÐ a½’
Ã
Ð
à à F Ĕȗà ȝRà aÄ ½’ ™Ã w½«½k½’ ™½–à  Ã ½“½’C½ÃF ¡½~C½† ]½½½FC½–

Ye mazmoon ‘*KHHEDWNL7DEDK.DUL\DQ’
kay safha 146 ta 163 say liya gaya hay.

MEETHI Z ABAAN

Du’a-e-Attar
Ya Rab-e-Mustafa! Jo koi Risalah ‘Meethi Zaban’ kay 23
safhaat parh ya sun lay us kay dil azaar teekhay lahjay say
bacha ker dilon mayn khushiyan dakhil karnay wali meethi
zaban ‘ata farma.
 Ù Ԛ ¹6 Ó3 ô Ÿ$ –6 ŷ7O  > Ù Ԛ à
œ—$ j ¦ ŶÊ  –ঠŶ© —‚  "6ã$ƻr 

Durood Shareef Ki Fazeelat


Farman-e-Mustafa ȔÄÇȒǥÄ ¾Ä Ȼ Ȝȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻ ȸȻ
Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ä : ‘Jis nay mujh per 100
martabah Durood-e-Pak parha Allah Pak us ki donon aakhon
kay darmiyan likh dayta hay keh ye nifaaq aur Jahannam ki aag
say azaad hay aur usay Baroz-e-Qiyamat shuhda kay sath
rakhay ga.’ 6XQDQXQ1DVDՍLSS+DGHHV

hi Šh iġ ğ h h û ȇA
hh ûĠ h
ʼnųğ ƤȇĬA ǔŔĶžû j ĸơA źŰŔ
1
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Kash mayn darakht hota
Ay Aashiqan-e-Rasool! ‘Aalim-e-Deen ki shan-e-‘azmat nishan
mayn bay adabi say bacha buhut zaroori hay. Khuda na-
khuwastah koi aysi bhool ho gaie jis say Iman say hath dhoona
parr gaya tu Khuda ki qasam! Buhut ruswa’ie hogi keh baroz-e-
qiyamat kafiron ko munh kay bal ghaseet ker Jahannam mayn
jhoonk diya jaey ga jahan unhayn hamaysha ‘azaab mayn rahna
paray ga. Allah Pak hamayn zaban ki laghzishon say bhi bachaey
aur hamaray Iman ki hifazat farmaey. Ameen. Hamaray Sahaba-
e-Kiraam ¼ È ȠÄ DZÈ ǠÆ Ç ȑȻ ȔÆ
Å ȞÈȦÄȒøǽÄ Qabr-o-aakhirat kay mu’amilay mayn Allah
Pak say buhut dartay thay, ghalaba-e-khauf kay waqt in Hazraat
ki zaban say basa auqaat is tarah kay kalimaat ada hotay thay:
Kash! Hamayn duniya mayn ba-tor-e-insaan na bhayja jata ta kay
Insaan ban ker duniya mayn aanay kay ba’is ab khatimah bil-
Iman, qabr-o-qiyamat kay imtihaan waghayrah kay kathan
marahil dar paysh hayn. Ayk bar Hazrat Sayyiduna Abu Darda
ȜÅ È ȚøǽȻÄ ȸȻ
Å ȹ ʝ Æ
Ä §Ä nay khauf-e-Khuda mayn doob ker farmaya: Agar tum
woh jaan lo jo maut kay ba’ad hona hay tu tum pasandidah khana
chhor do, saya dar gharon mayn na raho balkay weeranon ka
rukh ker jao aur tamaam ‘umr aah-o-zaari mayn basar ker do is
kay ba’ad farmanay lagay: ‘Kash! Mayn darakht hota jisay kaat
diya jata.’ $]=XKG/LO,PDP$KPDG%LQ+DQEDOSS5DTP 

0D\QEDMDH\LQVDDQND\NRLSDXGDKKRWD\D
1DNKOEDQND\7D\EDKND\EDJKPD\QNKDUDKRWD
:DVDLOH%DNKVKLVK PXUDPPDP SS 

2
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Kash mujhay zabah ker diya jata
Ibn-e-‘Asakir nay ‘Tareekh-e-Dimashq’ jild 47, safha 193 per
Hazrat Sayyiduna Abu Darda ȜÅ È ȚøǽȻÄ ȸȻ
Å ȹ ʝ Æ
Ä §Ä say ye kalimaat naql kiye
hayn: Kash! Mayn dunba hota, mujhay kisi mahmaan kay liye
zabah ker diya jata, Mujhay khaatay aur khila daytay.

-DQNDQLNLWDNOHHID\Q]DEDKVD\KD\QEDUKNHUNDVK
0XUJKEDQND\7D\EDKPD\Q]DEDKKRJD\DKRWD

0DUJK]DDUH7D\EDKND.DVKKRWDSHUZDQDK
*LUGH6KDPDՍSKLUSKLUNHU.DVK-DOJD\DKRWD

.DVK.KDU\D.KDFKDU\D*KRUUDEDQNHUDDWDDXU
$DSQD\EKLNKRWQD\VD\EDQGKNHUUDNKDKRWD
:DVDLOH%DNKVKLK PXUDPPDP SS 

hi Šh iġ ğ h h û ȇA
hh ûĠ h
ʼnųğ ƤȇĬA ǔŔ Ķžû j ĸơA źŰŔ

Aah mayray Gunah!!


Ay Aashiqan-e-Rasool! ‘Ulama-e-Kiraam ka maqam samajhnay,
Un kay Ihtiraam ka jazbah panay, gheebat karnay sunnay ki
‘aadat nikalnay, Namazon aur Sunnaton ki ‘aadat dalnay kay
liye Dawat-e-Islami kay Madani Mahool say her dam wabastah
rahiye, Sunnaton ki Tarbiyyat kay kay liye Madani Qafilon
mayn Aashiqan-e-Rasool kay sath sunnaton bhara safar kijiye
aur kamiyab zindagi guzarnay aur aakhirat sawarnay kay liye
3
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Madani In’amaat kay mutabiq ‘amal ker kay rozanah Fikr-e-
Madinah kay zariye Madani In’amaat ka risalah pur ker kay
her Madani Mah ki pehli Tareekh apnay yahan kay zimah dar
ko jama’ kerwanay ka ma’mool bana lijiye. Aashiqan-e-Rasool
ki suhbat uthanay ka ayk behtireen zari’ah Madrasa-tul-
Madinah (Baalighan) bhi hay. In mayn Quran Kareem parhiye
agar parhay huway hayn tu parhaiye. Aap ki targheeb-o-
tahrees kay liye ‘arz hay, Ayk Islami bhai gunahon bharayn
Ļ
mukhtalif mu’amilaat masroof raha kerta tha. Jin mayn Ň)+‚^Ļ IĻ
V.C.R. ki lead supply karna, raaton ko aubaash larkon kay sath
ghoomna, rozanah do balkay teen teen filmayn daykhna,
variety programmes mayn raatayn kaali karna shamil tha.
ļ Ļ Ļ
҃eVH) Bab-ul-Madinah Karachi kay ‘alaqay Nayaabad kay ayk
Islami Bhai ki musalsal infiradi koshish ki barakat say ‘alaqay
kay Madrasa-tul-Madinah (Bara-e-Baalighan) mayn in ki
Janay ki tarkeeb bani, aur is tarah ‘Aashiqan-e-Rasool ki
suhbat mili aur woh Aashiqan-e-Rasool ki Madani Tahreek,
Dawat-e-Islami kay Madani Mahool say wabastah ho ker
Madani Kaamon mayn masroof ho gaey.

+DPD\QՌDDOLPRQDXUEX]XUJRQND\DDGDDE
6LNKDWDKD\KHUGDP0DGDQL0DKRRO
+D\Q,VODPLEKDLVDEKLEKDLEKDL
+D\ED\KDGPDKDEEDWEKDUD0DGDQL0DKRRO
:DVDLOH%DNKVKLVK PXUDPPDP SS 

4
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Ta’leem-e-Quran kay 2 Fazail
Piyaray Piyaray Islami Bhaiyo! Ȝøȹ Ȓ øÆȑȻ ǜÅ øȖÈ ǖÄ È øȑÄ  ‘umooman rozanah
‘Isha kay ba’ad hazaaraha Madrasa-tul-Madinah qa’im kiye
jatay hayn jahan Fi-Sabeelillah Quran-e-Kareem ki ta’leem di
jati hay. Ta’leem-e-Quran-e-Kareem kay fazail kay kiya
kahnay! Chuna-chay ‘Aashiqan-e-Rasool ki Madani Tahreek
Dawat-e-Islami kay Maktaba-tul-Madinah ki kitaab, ‘Bahar-e-
Shari’at’ hissa 16 (312 safhaat) safha 127 say 2 Farameen-e-
Mustafa ȔÄÇȒǥÄ ¾Ä Ȼ Ȝȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻ ȸȻ
Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ä . mulahizah hon: (1) Tum mayn say
behtar shakhs woh hay, jo Quran seekhay aur sikhaye. %XNKDUL
YROSS+DGHHV (2) Jo Quran parhnay mayn mahir
hay, woh Karaman Katibeen kay sath hay aur jo shakhs ruk ruk
ker Quran parhta hay aur woh us per shaaq hay (Ya’ni us ki
zaban aasaani say nahin chalti, takleef kay sath ada karta hay)
us kay liye 2 ajr hayn. 6DKLK0XVOLPSS+DGHHV

<HKLKD\DDU]XWDՍOHHPH4XUDQDDPKRMDH\
+HULNSHUFKDPVD\RXQFKDSDUFKDPH,VODPKRMDH\

hi Šh iġ ğ h h û ȇA
hh ûĠ h
ʼnųğ ƤȇĬA ǔŔ Ķžû j ĸơA źŰŔ

Gustaakh-e-Rasool ka Anjaam
Ay Aashiqan-e-Rasool! Agar gheebat ki kasrat kay sabab Rab-
ul-Izzat naraz huwa aur Huzoor Tajdar-e-Risalat ȔÄÇȒǥÄ ¾Ä ȻȜȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻȸȻ
Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ļ Ä
roth gaey aur Iman barbad ho gaya aur koi bad naseeb Ň)+‚^Ļ IĻ

5
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Kafir ho ker mara tu Khuda ki qasam kahin ka na rahay ga.
Kufr ker marnay wala hamaysha hamaysha Jahannam mayn
rahay ga, Kafiron kay anjaam kay baray mayn Mayray Aaqa
A’la Hazrat ȜÈȦÄȒøǽÄ  ȜÆ øȹȒøȑ džÅ ƅ
Ä È §Ä kay irshad parhiye aur Taubah Taubah
kijiye aur apnay Iman ki hifazat kay liye khub kurhiye chuna-
chay ‘Aashiqan-e-Rasool ki Madani Tahreek, Dawat-e-Islami
kay Maktaba-tul-Madinah ki kitaab ‘Malfuzaat -e-A’la Hazrat’
(504 safhaat) safha 147 per hay: Ayk martabah ‘aas (Jo keh
buhut bara gustaakh-e-Rasool kafir tha woh) safar ko gaya.
Takaan (ya’ni thakan) kay ba’is ayk darakht say takiyah (ya’ni
tayk) laga ker bayth gaya. Jibar’eel-e-Ameen (»ÄȮøǦøȑȻ ÄÇ ȜÆ øÈȦÄȒøǽÄ ) Bi-
Hukm-e-Rabb-ul-‘Aalameen tashreef laey aur us ka sar pakar
ker darakht say takrana shuru kiya. Woh chilata tha keh aray
kon mayray sar ko darakht say takra raha hay? Us kay sathi
kahtay thay keh hamayn koi Nazar nahin aata. Yahan tak keh
Jahannam wasil huwa (Ya’ni mar ker Jahannam puhncha).
Qiyamat kay din Abu Jahl Jahannami ki sab say juda halat
Ļ Ļ
hogi: Ye apnay Aap ko Ň)+‚^Ļ I ‘Aziz-o-Kareem’ kaha karta Ya’ni
‘Izzat wala-o-Karam wala. Darogha-e-Dozakh (Ya’ni Dozakh
kay Nigran firishtay) ko hokum hoga keh us kay sar per gurz
maro! Jis kay lagtay hi ayk bara khala (buhtu bara garha) sar
mayn ho jaey ga aur jis ki wus’at itni na hogi jitni tum khayal
kartay ho balkay jis ki ayk darrh koh-e-Uhud (Ya’ni Uhud
Pahar) kay barabar hogi us kay sar phatnay say jo khala
(Garha) hoga woh kis qadr wasee’ hoga! Gharz is khala

6
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

(garhay) mayn Jahannam ka kholta huwa pani bhara jaey ga
aur is say kaha jaey ga:

Á Á Ð Á Ð Á Á ÁÄ Ð Â
èÞãé•Â Ъaà ɕÐɘ c Ъǚà ǜ’IššÃ Ĺ*
Tarjuma-e-Kanz-ul-Iman: Chakho Tu tau izzat-o-karam
wala hay. 3DUDK6XUDK$G'XNKDQ$\DK

Aur Kafir ko yehi pani pilaya jaey ga keh jab munh kay qareeb
aaey ga munh us mayn ghal ker gir parray ga aur jab payt
mayn utray ga, aanton kay tukray ker day ga, aur is pani ko
aysa piyen gey jaysay taunas (Ya’ni na bujhnay wali piyas) kay
maray ounth. Bhook say baytab hon gey tu khardar thuhar1
kholta huwa, charakh diye (Ya’ni pighlay) huway tanbay ki
tarah ubalta huwa khilayn gey jo payt mayn ja ker kholtay
huway pani ki tarah josh maray ga aur bhook ko kuch fa’idah
na day ga. Anwaa’ Anwaa’ (ya’ni tarah tarah) kay ‘azaab hon
gey. Her taraf say maut aaey gi aur marayn gey kabhi nahin, na
kabhi un kay ‘azaab takhfeef (Ya’ni kami) hogi.

.KXGD\DEXUD\NKDWLPD\EDFKDQD
3DUKRQ.DOLPDKMDEQLNOD\GDP<D,ODKL
*XQDKRQVD\EKDUSXUQDPDKKD\PD\UD
0XMKD\EDNKVKGD\NHUNDUDP<D,ODKL
 :DVDLOH%DNKVKLVK PXUDPPDP SS 

1
Ayk khardar zahreela paudah jis kay pattay sabz aur phool rang ba-rangay hotay hayn.

7
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Garmiyon mayn rozah aasaan magar chup rahna
mushkil
Jin logon ki zaban qaynchi ki tarah chalti rahti hay woh jhoot,
gheebat, tuhmat aur chugli waghayrah aafaton mayn aksar
mubtila hotay rahtay hayn, waqi’e zaban per Qufl-e-Madinah
lagana ya’ni is ko qabu mayn rakhna nihayat zaroori hay agar
chay ye mushkil hi sahi magar koshish karayn gey tu Allah
Kareem aasaani ker day ga. Hujjat-ul-Islam Hazrat Sayyiduna
Imam Muhammad Bin Muhammad Bin Muhammad Ghazali
ȜÈȦÄȒøǽÄ ȜÆ øȹȒøȑdžÅ ƅ
Ä È §Ä ‘Minhaj-ul-‘Aabideen’ mayn naql kartay hayn:

Hazrat Sayyiduna Yunus Bin Ubaidullah ȜÈȦÄȒøÄǽ ȜÆ øȹȒøȑ džÅ ƅ


Ä È §Ä farmatay
hayn: Mayra Nafs Basrah jaysay gharam shahr kay ander aur
woh bhi sakht garmiyon mayn rozah rakhnay ki tu quwwat
rakhta hay magar fuzool go’i zaban ko roknay ki taqat nahin
rakhta! (Minhaj-ul-‘Aabideen, pp. 64) Agar in teen usoolon ko
paysh-e-nazar rakh liya jaey tu ȜøȹȒøȑÄ—ƴˠǩÄ Ȼ ¼È Ɲ bara nafa’ hoga: (1)
Buri baat kahna her haal mayn bura hay (2) Fuzool baat say
khamoshi Afzal hay (3) Bhala’ie ki baat karna khamoshi say
behtar hay.

0D\UL]DEDQSHKՌ4XIOH0DGLQDKՍODJMDH\
)X]RROJRՍLVD\EDFKWDUDKRQVDGD<D5DE

.DUD\QQDWDQJNKD\DODDWHEDGNDEKLNHUGD\
6KXՍRRURILNUNRSDNHH]JLՌDWD<D5DE

8
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

%DZDTWQD]DՍVDODPDWUDKD\PD\UD,PDQ
0XMKD\QDVHHEKR7DXEDKKD\LOWLMD<D5DE
:DVDLOH%DNVKLVK PXUDPPDP SS 

Jigar ka Cancer theek ho gaya


Zaban per Qufl-e-Madinah laganay ka zehan banana, gheebat
karnay ya sunnay ki ‘aadat mitanay, Namazon aur Sunnaton
per ‘amal ka jazbah barhanay kay liye Dawat-e-Islami kay
Madani Mahool say her dam wabasta rahiye, sunnaton ki
tarbiyat kay liye Madani Qafilon mayn ‘Aashiqan-e-Rasool kay
sath sunnaton bhara safar kijiye aur kamiyaab zindagi
guzarnay aur aakhirat suwarnay kay liye Madani In’amaat kay
mutabiq ‘amal ker kay rozanah Fikr-e-Madinah kay zari’ye
Madani In’amaat ka risalah pur ker kay her Madani Mah ki
pehli Tareekh apnay yahan kay zimah dar ko jama’ kerwanay
ka ma’mool bana lijiye aur jahan kahin ‘Dars-e-Faizan-e-
Sunnat’ hota daykhayn us mayn khush dili kay sath ba-niyyat-
e-Sawab zaroor shirkat farmayn nez haftawar sunnaton
bharayn ijtima’ ki haziri kisi surat mayn bhi tarak na farmayn,
Aap ki targheeb kay liye ayk Iman afroz Madani Bahar Aap kay
gosh guzar karta hon, Gulistan-e-Mustafa (Bab-ul-Madinah
Karachi) kay ayk Islami Bhai kay bayan ka khulasa hay: Mayn
nay ayk aysay Islami bhai ko Madinah-tul-Awliya Multan
Shareef mayn honay walay Dawat-e-Islami kay Bain-ul-
Aqwaami sunnaton bharayn 3 din kay ijtima’ ki Dawat paysh
ki jin ki bayti ko Jigar ka Cancer tha. Woh Du’a-e-Shifa karnay
9
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

ka jazbah liye sunnaton bharayn ijtima’ mayn shareek ho gaey.
Unhon nay ijtima’-e-Pak mayn khub Du’a ki. Ȝøȹ Ȓ øÆȑȻ ǜÅ øȖÈ ǖÄ ÈøȑÄ  Wapsi
kay ba’ad jab apni bayti ka check up kerwaya tu ye daykh ker
Doctor hayran-o-shashdar rah gaey keh us kay Jigar ka Cancer
khatm ho chukka tha! Doctoron ki puri team warta-e-hayrat
mayn dobi hui thi keh Aakhir Cancer gaya kahan! Jab keh
ijtima’-e-Pak mayn Janay say pehlay mareezah ki halat is qadr
kharaab thi keh us kay jigar say rozanah kam az kam ayk sirinj
bhar ker mawaad nikala jata tha! Ȝøȹ Ȓ øÆȑȻ ǜÅ øȖÈ ǖÄ È øȑÄ  Ijtima’-e-Pak
(Madinah-tul-Awliya, Multan) mayn shirkat ki barakat say ab
us larki kay Jigar mayn Cancer ka naam-o-nishan tak na raha
tha, Ȝøȹ Ȓ øÆȑȻǜÅ øȖÈ ǖÄ È øȑÄ tadam-e-bayan woh larki ab na sirf rubah sihat hay
balkay us ki shadi bhi ho chukki hay.

$JDUGDUGHVDUKRNDKLQ&DQFHUKR
'LODH\JDWXPNRVKLID0DGDQL0DKRRO
6KLIDՍ\QPLOD\QJLEDODՍ\QWDOD\QJL
<DTHHQDQKD\EDUDNDWEKDUD0DGDQL0DKRRO
:DVDLOH%DNKVKLVK PXUDPPDP SS 

hi Šh iġ ğ h h û ȇA
hh ûĠ h
ʼnųğ ƤȇĬA ǔŔ Ķžû j ĸơA źŰŔ

Koi maraz la-‘ilaaj nahin


Ay ‘Aashiqan-e-Rasool! Daykha Aap nay! Sunnaton bharayn
ijtima’ ki barakat say Doctoron kay ba-qaul la-‘ilaaj mana
Janay wala Cancer bhi theek ho gaya, haqeeqat ye hay keh koi
10
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

maraz aysa nahin jis ki dawa na ho chuna-chay ‘Aashiqan-e-
Rasool ki Madani tahreek, Dawat-e-Islami kay Maktaba-tul-
Madinah ki kitab ‘Gharaylu ‘Ilaaj’ (113 safhaat) safha 7 per hay:
Allah Pak kay Habeeb ȔÄÇȒǥÄ ¾Ä Ȼ Ȝȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻ ȸȻ
Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ä ka farman-e-sihat nishan
hay: Her beemari ki dawa hay, jab dawa beemari tak puhncha
di jati hay tu Allah kay hukum say mareez achha ho jata hay.
6DKLK0XVOLPSS+DGHHV

Cancer kay 2 ‘Ilaaj


(1) Pisa huwa kala zeerah teen teen gram din mayn teen
martabah pani say isti’maal kijiye (2) Rozanah chutki bhar pisi
hui khalis haldi khanay say ȜøȹȒøȑ—ƴ Æ
Ä ˠǩÄ Ȼ¼È  kabhi Cancer nahin hoga.

Gheebat kay mukhtalif tareeqay


Ay ‘Aashiqan-e-Rasool! Gheebat sirf zaban hi say nahin aur
tareeqon say bhi ja sakti hay masalan (1) Isharay say (2) Likh
ker (3) Muskira ker (masalan Aap kay samnay kisi ki khoobi
bayan hui aur Aap nay tanziyah andaaz mayn muskira diya jis
say zahir hota hay keh ‘tum bhalay ta’reef kiye jao, mayn is ko
khub janta hon!’) (4) Dil kay andar gheebat karna ya’ni bad
gumaani ko dil mayn jama layna. Masalan Baghayr daykhay
bila daleel ya baghayr kisi wazih qareenay kay dehan bana
layna keh ‘Fulan mayn wafa nahin hay’ ya ‘Fulan nay hi mayri
cheez chura’ie hay’ ya ‘Fulan nay yun hi gap laga diya hay’
waghayrah (5) Al-gharz hath, pa’on, sar, naak, hont, zaban,

11
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

aankh, abru, payshani per bal daal ker ya likh ker, phone per
sms ker kay, Internet per chating kay zari’ye barqi daaq (Ya’ni
Email) say ya kisi bhi andaaz say kisi kay andar mujood bura’ie
yak haami dosray ko bata’ie jaey woh gheebat mayn dakhil hay.

Muminon per 3 ihsaan karo!


Hazrat Sayyiduna Yahya Bin Mu’az Raazi ȜÈȦÄȒøǽÄ  ȜÆ øȹȒøȑ džÅ ÄƅÈ §Ä farmatay
hayn: Tum say muminon ko agar 3 fawa’id hasil hon tu tum
muhsineen (Ya’ni Ihsaan karnay walon) mayn shumaar kiye
jao gey (1) Agar unhayn nafa’ nahin puhncha saktay tu nuqsan
bhi na puhchao (2) Unhayn khush nahin ker saktay tu ranjidah
bhi na karo (3) Un ki ta’reef nahin ker saktay tu bura’ie bhi
mat karo. 7DQELKXO*KDILOHHQSS

Musalman ki bhala’ie bayan karnay walon kay liye


firishtay ki du’a
Mashhoor Taba’i Buzurgh Hazrat Sayyiduna Mujahid ȜÆ øȹȒøȑ džÅ ƅ Ä È §Ä
ȜÈȦÄȒøǽÄ (Jin ka 103 Hijri mayn Makkah-e-Mu’azammah ȻǀÁȅǠ Ä ǩÄ Ȼ ƣȻ
Å ǀȝÄ Ä¥
 Ĩ
ǀȖ Æ
Á È Ȧ ǺǾÄlj¾ÄÇ mayn sajday ki halat mayn wisaal huwa) farmatay hayn:
Jab koi shakhs apnay Islami bhai ka bhala’ie kay sath zikr karta
hay tu us kay sath rahnay walay firishtay usay Du’a daytay
hayn keh ‘Tumharay liye bhi is ki misl ho’ aur jab koi apnay
bhai ko bura’ie (Ya’ni gheebat waghayrah) say yad karta hay tu
firishtay kahtay hayn: Tu nay is ki poshidah baat zahir ker di!

12
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Zara apni taraf daykho aur Allah Pak ka Shukr ker keh us nay
tayra pardah rakha huwa hay. 7DQELKXO*KDILOHHQSS

0XMULPKRQGLOVD\NKDXIH4L\DPDWQLNDOGR
3DUGDKJXQDKJDUSHKGDPDQNDGDDOGR

Meethay bol ki meethi hikayat


Ay ‘Aashiqan-e-Rasool! Daykha Aap nay! Musalman kay baray
mayn bhala’ie wala meetha bol bolnay walay ko firishtay Du’a-
e-khayr say nawaztay hayn aur gheebat waghayrah karnay
walon ko tanbeeh kartay hayn lihazah hamayn hamayshah
zaban say meetha bol ada karnay ki sa’i karni chahiye aur
meetha bolt u per meetha bol hay is ki mithaas woh rang lati
hay keh ‘aqlayn dang rah jati hayn! Is ziman mayn ayk hikayat
suniye aur jhoomiye chuna-chay Khurasan kay ayk buzurgh
ȜÈȦÄȒøǽÄ ȜÆ øȹȒøȑdžÅ ƅ
Ä È §Ä ko khuwab mayn hukum huwa: ‘Tataari Qaum mayn
Islam ki Dawat paysh karo!’ Us waqt halaku ka bayta Tagudar
bar sar-e-iqtadar tha. Woh buzurgh ȜÈȦÄȒøÄǽ ȜÆ øȹȒøȑ džÅ ƅ Ä È §Ä safar ker kay
Tagudar kay pas tashreef lay aaey. Sunnaton kay payker
bareesh musalman Muballigh ko daykh ker usay maskhiri sojhi
aur kahnay laga: ‘Miyan! Ye tu bata’o tumhari darhi kay baal
achhay ya mayray kuttay ki dum?’ Baat agar chay gussa dilanay
wali thi magar chun keh woh ayk samajhdar Muballigh thay
lihazah nihayat narmi kay sath farmanay lagay: ‘Mayn bhi
Khaliq-o-Malik Allah Kareem ka kutta hon agar jan nisari aur
wafadari say isay khush karnay mayn kamiyab ho jaon tu

13
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

mayn achha warna Aap kay kuttay ki dum hi mujh say achhi’
chun keh woh ayk ba-‘amal Muballigh thay gheebat-o-chughli,
‘ayb ju’i aur bad kalaami nez fuzool gu’i waghayrah say dor
rahtay huway apni zaban Zikrullah say hamayshah tar rakhtay
thay lihazah Un ki zaban say niklay huway meethay bol taseer
ka teer ban ker Tagudar kay dil mayn paywast ho gaey keh jab
us nay apnay ‘Zahreelay kantay’ kay jawab mayn is ba-‘amal
Muballigh ki taraf say ‘khushbudar Madani phool’ paya tu pani
pani ho gaya aur narmi say bola: Aap (ȜÈȦÄȒøǽÄ  ȜÆ øȹȒøȑ džÅ ƅ Ä È §Ä ) mayray
mahman hayn maray hi yahan qiyam farmaiye. Chuna chay
Aap ȜÈȦÄȒøǽÄ  ȜÆ øȹȒøȑ džÅ ƅ
Ä È §Ä us kay pas muqeem ho gaey. Tagudar rozanah
raat Aap ȜÈȦÄȒøǽÄ ȜÆ øȹȒøȑdžÅ ƅ Ä È §Ä ki khidmat mayn hazir hota, Aap ȜÈȦÄȒøǽÄ ȜÆ øȹȒøȑdžÅ ƅ
Ä È §Ä
Nihayat hi shafqat kay sath isay nayki ki Dawat paysh kartay.
Aap ȜÈȦÄȒøǽÄ  ȜÆ øȹȒøȑ džÅ ÄƅÈ §Ä ki infiradi koshish nay Tagudar kay dil mayn
Madani Inqilaab barpa ekr diya! Wohi Tagudar ko kal tak
Islam ko safha-e-hasti say mitanay kay dar pay tha aaj Islam ka
shayda’ie ban chukka tha. Usi ba-‘amal Muballigh kay hathon
Tagudar apni puri Tataari qaum samayt musalman ho gaya. Is
ka Islami naam Ahmad rakha gaya tha. Tareekh gawah hay keh
ayk Muballigh kay meethay bol ki barakat say wast Asia ki
khoonkhuwar Tataari saltanat Islami hukumat say badal ga’ie.

Allah Rab-ul-Izzat ki un per rahmat ho aur un say sadqay


hamari bay hisaab maghfirat ho.

 Ù Ԛ ¹6 Ó3 ô Ÿ$ –6 ŷ7O  > Ù Ԛ à


œ—$ j ¦ ŶÊ  –ঠŶ© —‚  "6ã$ƻr 

14
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Meethi Zaban
Piyaray Piyaray Islami Bhaiyo! Daykha Aap nay? Muballigh ho
tu aysa! Agar Tagudar kay teekhay jumlay per woh Buzurgh
ȜÈȦÄȒøǽÄ ȜÆ øȹȒøȑdžÅ ƅ
Ä È §Ä gussay mayn aa jatay tu hergiz ye Madani nata’ij ber
aamad na hotay. Lihazah koi kitna hi gussa dilaey hamayn apni
zaban ko qabu mayn hi rakhna chahiye keh jab ye bay qabu ho
jati hay tu ba’az auqaat banay banaey khayl bhi bighar ker rakh
dayti hay. Meethi zaban hi tu thi keh jis ki sheerini aur
chaashni nay Tagudar jaysay wahsi aur khoonkhawar insaan-
e-bad taraaz haywaan ko insaniyat kay buland-o-bala mansab
per fa’iz ker diya.

+D\IDODKRNDDPLUDQLQDUPLRDDVDQLPD\Q
+HUEDQDNDDPELJKDUMDWDKD\QDGDDQLPD\Q

Zikr-o-Du’a kay andaaz per gheebat


Hujjat-ul-Islam, Hazrat Sayyiduna Muhammad Bin Muhammad
Bin Muhammad Ghazali ȜÈȦÄȒøǽÄ  ȜÆ øȹȒøȑ džÅ ƅ
Ä È §Ä nay Ihya-ul-‘Uloom jild 3
mayn sab say bad tareen gheebat ka tazkirah kartay huway jo
kuch farmaya hay us ki roshini mayn ‘arz karnay ki sa’i karta
hon: Ba’az log zarurat say kuch ziyadah hi hoshiyar hotay hayn
aur woh shaytan kay jhansay mayn aa ker, Ȝøȹ Ȓ øÆȑȻǜÅ øȖÈ ǖÄ È øȑÄ , Ȝˠȹ ȒøȑȻȘÄ øǖü È DŽøǥÅ keh
ker nez Du’aiyah jumlay bol ker gheebat balkay sath hi sath
riyakari kay bhi murtakib ho jatay hayn! Masalan Shakhsiyat
ya Arbaab-e-Iqtidar ki taraf maylaan rakhnay walay kisi aadmi
ka tazkirah nikalnay per saaf lafzon mayn bura’ie karnay kay
15
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

bajaey kuch is tarah bolayn gey: Ȝøȹ Ȓ øÆȑȻ ǜÅ øȖÈ ǖÄ È øȑÄ  Waziron, Afsaron aur
Sarmaya daron say apna koi wasitah nahin in duniya daron
kay aagay kon zaleel ho! (Yun indirect us makhsoos aadimi ki
jo baray logon say mayl jol rakhta hay gheebat ho chukki) ya
kisi ki baat chalnay per is baray mayn yun kahayn gey: Hum
bay haya’ie say Allah Pak ki panah mangtay hayn, Ilahi khayr
farma. Yun Zikr-o-Du’a kay andaaz mayn kisi makhsoos
aadimi kay tazkiray kay muqa’ per bila izajat Shar’i us kay ‘Bay
Haya’ honay ka izhaar ker kay us ki gheebat mayn mubtila
huway aur band lafzon mayn apni parsa’ie (Ya’ni Ba Haya
honay) ka I’laan ker kay Riyakari ki tabah kari mayn ja parnay
ka khatrah mol liya. Isi andaaz mayn Du’a hi Du’a kay andar
makhsoos aadimiyon ki degar khamiyon kay indirect ya’ni
band lafzon mayn tazkiray ker daltay aur sawaab kay bajaey
‘azaab kay haqdar bantay hayn. Isi tarah ba’az auqaat kisi ki
ta’reef ker kay bhi gheebat kay ‘ameeq (Ya’ni gehri) kha’ie
mayn ja partay hayn masalan kahayn gey: ‘Ȝˠȹ ȒøȑȻ ȘÄ øǖü È DŽøǥÅ ! Fulan
pakka Namazi perhayghar hay, Is kay akhlaaq bhi umdah hayn
magar bay charah aysi baat mayn mubtila hay jis mayn hum
sabhi ghiray huway hayn mayra matlab hay keh Us mayn Sabr
ki kami hay!’ Daykha Aap nay! Shaytan nay kis qadr chalaki
kay sath ta’reef kerwa ker aur qa’il ki tawazu’ aur inksaari khud
apni hi zabani bulwa ker aglay ko ‘Bay Sabr’ kehilwa ker
gheebat ki aafat mayn phansa diya! Is misaal ko aasaan andaz
mayn yun samjhiye jaysa keh ba’azon ki ‘aadat hoti hay keh yar
woh hay tu Shareef aadmi magar us ka mayri tarah dil zara

16
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

chhota hay, Us ko yun tu Deen say buhut mahabbat hay magar
mayri tarah namazon mayn sust hay, Fulan aadmi achha hay
magar mayri tarah thandah hay keh istinja khanay mayn jata
hay tu bayth jata hay waghayrah. Isi tarah ba’az auqaat kisi kay
‘ayb ya us ki khata ka yun tazkirah kiya jata hay: ‘Baycharay say
gussay hi gussay mayn fulan ko thapar marnay ki jo bhool hui
hay is per mujhay sakht afsoos hay! Mayn Du’a karta hon keh
Allah Pak raham farmaey.’ Is tarah Du’a kay andaaz mayn us
musalman kay gussay mayn aa ker zulman kisi ko thapar jar
daynay kay ‘ayb-o-khata ka tazkirah ker dala, aur gheebat ki
musibat galay pari. Du’a wali misal daynay kay ba’ad Hujjat-
ul-Islam, Hazrat Sayyiduna Muhammad Bin Muhammad Bin
Muhammad Ghazali ȜÈȦÄȒøǽÄ ȜÆ øȹȒøȑdžÅ ƅ
Ä È §Ä farmatay hayn: Izhaar-e-Afsoos
aur Du’a mayn ye shakhs jhoot bolta hay, Du’a karni hi thi tu
Namaz kay ba’ad chupkay say bhi ki ja sakti thi aur agar afsoos
hi that u us ki khata ka jawab is nay danka bajaya is per bhi
afsoos hona chahiye tha! Isi Tarah agar kisi kay gunah ka pata
lag jata hay tu ba’az nadan sab kay samnay is tarah kahtay
hayn: ‘Baycharah (masalan Fulan kay paisay khurd burd karnay
ki) buhut bari aafat mayn phans gaya hay Allah Pak is ki aur
hamari Taubah qabool farmaey.’ Ye du’a bhi Haqeeqat mayn
du’a nahin balkay gheebat ka ayk bad tareen andaaz hay.
0DNKX]D],K\DXOՌ8ORRPYROSS

Qiyamat ka hoshruba manzar


Ay ‘Aashiqan-e-Rasool! Gheebat ki Haqeeqat ko samajhnay
aur apni zaban ko qabu mayn rakhnay ka zehan banaiye, khud
17
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

ko Qahr-e-Ilahi say daraiye aur zara qiyamat kay hosh ruba
manzar ko tasawwur mayn laiye. ‘Aashiqan-e-Rasool ki Madani
Tahreek, Dawat-e-Islami kay Maktaba-tul-Madinah ki kitab,
‘Bahar-e-Shari’at’ jild 1 (1250 safhaat) safha 133 ta 135 kay
mazmoon ka khulasah hay: Is waqt suraj 4 hazaar baras ki rah
per hay aur is taraf us ki peeth hay, Qiyamat kay din suraj sirf
ayk mail per ho ga aur us ka munh is taraf hoga, bhayjay
kholtay hon gey aur is kasrat say paseenah niklay ga keh 70 gaz
zameen mayn jazb ho jaey jaey, phir jo paseenah zameen na
pee sakay gi woh opper charhay ga, kisi kay takhnon tak hoga,
kisi kay ghutnon tak, kisi ki qamar, kisi kay seenay, kisi kay
galay tak, aur Kafir kay tu munh tak charh ker misl-e-laghaam
kay jakar jaey ga, jis mayn woh dubkiyan khaey ga. Is garmi ki
halat mayn piyas ki jo kayfiyyat hogi muhtaj-e-bayan nahin,
zabanayn sookh ker kanta ho jayn gi, ba’az ki zabanayn munh
say bahar nikal aayn gi, Dil ubal ker galay ko aa jayn gay, her
mubtala ba-qadr-e-gunah takleef mayn mubtala kiya jaey ga,
jis nay chandi sonay ki zakat na di ho gi us maal ko khub
garam ker kay us ki karwat aur payshani aur peeth per dagh
karayn gey, jis janwaron ki zakat na di hogi us kay janwar
qiyamat kay din khub tayyar ho ker aayn gey aur us shakhs ko
wahan litayn gey aur woh janwar apnay seenghon say martay
aur pa’aon say rondtay us per guzrayn gey, jab sab isi tarah
guzar ja’ayn gey phir udhar say wapas aa ker yun hi us per
guzrayn gey, isi tarah kartay rahay gey, yahan tak keh logon ka
hisaab kitaab khatm ho. m7©555  ŴÉ  Şƻ55
  5–6 6c555 É ‚ ¦ Phir bawujood un
18
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

musibaton kay koi kisi ka pursaan-e-hal na hoga, bhai say bhai
bhagay ga, maa baap aulaad say peechha chhura’ayn gey, Bibi
bachay alag jan chura’yn gey, her ayk apni apni musibat mayn
giriftar, kon kis ka madadgar hoga…! Hazrat Adam ȻȜÆ øÈȦÄȒøǽȻÄ ¾Ȼǀ
Ä Ä ȚøÇÆȦøÆDŽÄșȻ üʄøǽÄ
ÄÇ ¾ȻÄ ÅȻŸȠüȒǮøȑ
»ȮÄ Ǧøȑ ÄÇ  ko hukum ho ga, Ay Adam! Dozakhiyon ki jama’at
alag ker, ‘arz karayn gey: Kitnay mayn say kitnay? Irshad hoga:
Her hazaar say no sao ninanway, yeh woh waqt hoga keh
bachay maray gham kay burhay ho ja’ayn gey, hamal wali ja
hamal saqit ho jaey ga, log aysay dikha’ie dayn gey keh nashah
mayn hayn, halan keh nashay mayn na hon gey, laykin Allah
ka ‘azaab buhut sakht hay, gharz kis kis musibat ka bayan kiya
jaey, 1 ho, 2 hon, 100 hon, 1000 hon tu koi bayan bhi karay,
Ļ Ļ ĻĻ Ļ
hazaaraha masa’ib aur woh bhi aysay shaded keh ‚IŠ)ë‚IŠ)!
Aur ye sab takleefayn do chaar ghantaym, do chaar din, do
chaar mah ki nahin, balkeh qiyamat ka din keh pachas hazaar
baras ka ayk din hoga. %DKDUH6KDULՍDWMLOGSSWD

Log mutalbay ker rahay hon gey


Ay ‘Aashiqan-e-Rasool! Aysay hoshruba halaat mayn chaaron
janib say nafsi nafsi ki aawaaz buland hogi, her taraf say
wawayla ki aawaaz kaan mayn parray gi, dozakh samnay josh
marti hui hogi, her Haq wala apnay Haq ka mutalbah karay ga
aur Rabb-ul-Izzat ki khidmat mayn nalish (Ya’ni faryaad)
karay ga, koi kahay ga: Is nay mayri gheebat ki, is nay mayra
mazaaq urraya, koi bolay ga: Is nay mujh per zulm kiya, koi
kahay ga: Is nay mujhay ahmaq kaha, koi kahay ga: is nay
19
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

mujhay baywaqoof bola, koi pukaray ga: Is nay mujhay qatl
kiya, koi faryad karay ga: Is nay mayra qarzah daba liya: Koi
kah raha hoga: Is nay mayri kitab chhupaie, koi kahay ga: Is
nay mujhay ghoor ker daykha aur daraya tha, kisi ka da’wa
hoga: Is nay mujhay bila wajah jhara tha, koi bol raha hoga: Is
nay mayra ‘ayb khol diya tha, koi kahta hoga: Is nay mujhay
Dhaka mara tha. Bahar hal tamaam Ahl-e-Huqooq aur jinhon
nay Haq talaf kiye hon gey un ko firishtay Perwardigar kay
samnay hazir karayn gey, ye log nidamat say sar jhukaey huway
hon gey, aur Allah Pak her ayk kay sath ‘adl-o-insaaf farmaey ga,
Her Haq walay ko khush karay ga, Un logon ki naykiyan in ko
dayga aur in ki badiyan un kay sar dalay ga. Phir agar Fazl-e-
Khuda shamil-e-haal huwa tu un ki najaat ho jaey gi warna
Jahannam mayn paray ayk muddat tak jalayn gey.

6KDDQDXU6KDXNDWND\KRQD\NDՌD]L]
+D\ՌDEDVDUPDDQDDNKLUPDXWKD\

Ռ$\VKRJKDPPD\Q6DELUR6KDNLUUDKD\
+D\ZRKLLQVDDQDDNKLUPDXWKD\

hi Šh iġ ğ h h û ȇA
hh ûĠ h
ʼnųğ ƤȇĬA ǔŔ Ķžû j ĸơA źŰŔ

Islaah ka haseen andaaz


Piyaray Piyaray Madani Aaqa ȔÄÇȒǥÄ ¾Ä Ȼ Ȝȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻ ȸȻ
Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ä ko jab kisi ki baat
puhnchti jo na-gawar guzarti tu us ka pardah rakhtay huway

20
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Us ki islaah ka ye haseen andaaz hota keh irshad farmatay:
6c ’  ¦  c  ’  ¡§– §5 5¨  6§5Ž6 ™ 75>7š Ya’ni Logon ko kiya ho gaya jo aysi baat
kahtay hayn. 6XQDQ$EX'DZRRGYROSS+DGHHV

Kash! Hamayn bhi islah ka dhang aa jaey, Hamara tu aksar


haal ye hota hay keh agar kisi ko samjhana bhi ho tu bila-
zarurat Shar’i sab kay samnay naam lay ker ya usi ki taraf
daykh ker is tarah samjha’ayn gey keh bay charay ki polayn bhi
khool ker rakh dayn gey apnay zameer say puchh lijiye keh ye
samjhana huwa ya aglay ko zaleel (Degrade) karna huwa? Is
tarah sudhar payda hoga ya mazeed bigar barhay ga? Yad
Rakhiye! Agar hamaray say samnay wala chup ho gaya ya maan
gaya tab bhi us kay dil mayn nagawari si rah jaey gi jo keh
bughz-o-keena gheebat-o-tuhmat waghayrah kay darwazay
khool sakti hay. Hazrat Sayyidatuna Umm-e-Darda ǀÄȞÈȚǽȻÄ ȸȻ Å ȹ ʝ Æ
Ä §Ä
farmati hayn: ‘Jis kisi nay apnay bhai ko i’laniyah nasihat ki us
nay usay ‘ayb lagaya aur jis nay chupkay say ki tu usay zeenat
bakhshi.’ 6KXՍDEXO,PDQ YRO  SS  5DTP  Al-Batta agar
poshidah nasihat nafa’ na day tu phir (muqa’ aur mansab ki
munasibat say) i’laniyah nasihat karay. 7DQELKXO*KDILOHHQSS

Haji Mushtaq sunahri jaliyon kay rubaru


Gheebat karnay sunnay ki ‘aadat nikalnay, Namazon aur
Sunnaton ki ‘aadat dalnay kay liye Dawat-e-Islami kay Madani
Mahool say her dam wabasta rahiye, Sunnaton ki Tarbiyyat
kay liye Madani Qafilon mayn ‘Aashiqan-e-Rasool kay sath
21
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

sunnaton bhara safar kijiye aur sunnaton bharay ijtima’ mayn
az ibtada ta intaha mukammal shirkat kijiye na Janay kis kay
sadqay kis per kab karam ho jaey! Aap ki targheeb kay liye ayk
Iman afroz Madani bahar gosh guzar ki jati hay: Bab-ul-Islam
Sindh ki ayk masjid kay Mu’azzin Sahib nay 2004 mayn Sahra-
e-Madinah (Bab-ul-Madinah, Karachi) mayn honay walay
‘Aashiqan-e-Rasool ki Madani tahreek, Dawat-e-Islami kay
teen din kay sunnaton bharayn ijtima’ ki aakhiri nishast mayn
jab Zikrullah shuru’ huwa tu aankhayn band ker kay Zikrullah
mayn mast ho gaey, Ȝøȹ Ȓ øÆȑȻǜÅ øȖÈ ǖÄ È øȑÄ  Un per bab-e-Karam khul gaya aur
unhon nay khud ko Makkah Mukarramah ǀȖÁ È Ȧ ǺǾ Æ Älj¾Ȼǀ Ä ǩÄ Ȼ ƣȻǀ
ÄÇ Á ȅǠ Å ȝÄ Ä¥
 Ĩ mayn
paya. Log Joq dar Joq Tawaaf-e-Ka’bah mayn mashghol thay.
Zikrullah kay ba’ad jab pursoz andaaz mayn Tasawwur-e-
Madinah ka silsila shuru’ huwa tu Ȝøȹ Ȓ øȑȻÆ ǜÅ øȖÈ ǖÄ È øȑÄ  unhon nay khud ko
Æ Älj¾ȻÄ ǀÁȅǠ
Madinah Munawwarah ǀȖÁ È Ȧ ǺǾ Ç Ä ǩÄ Ȼ ƣȻ
Å ǀȝÄ Ä¥
 Ĩ mayn paya, Sabz Sabz
Gumbad nigahon kay samnay tha, itnay mayn sunahri jaliyan
jalway bikhayrnay lagin. Wahan unhon nay daykha keh Dawat-
e-Islami kay Markazi Majlis-e-Shura kay marhoom Nigran,
Khush Ilhaan na’t khuwan, Bulbul-e-Roza-e-Rasool Haji Mushtaq
Attari ȜÈȦÄȒøǽÄ ȜÆ øȹȒøȑdžÅ ÄƅÈ §Ä Sunahri jaliyon kay rubaru dastah bastah hazir
hayn, woh bhi hath bandh ker chand Qadam peechay kharay
ho gaey un per riqqat taari thi, jazbaat qabu mayn na rahay aur
woh deewangi kay ‘aalam mayn aagay barhtay huway sunahri
jaliyon kay mazeed qareeb ho gaey, Karam bala-e-Karam ye
huwa keh Mubarak Jaliyan khul ga’iyn, her taraf Noor ‘Ala
Noor ho gaya, un ka kahna hay keh Khuda ki qasam! Mayri

22
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

nigahon kay samnay Makki Madani Piyaray Piyaray Mustafa
ȔÄÇȒǥÄ ¾Ä Ȼ Ȝȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻ ȸȻ
Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ä jalwah farma thay unhon nay mujh gunahgar ko
musafaha (Ya’ni hath milanay) ki sa’adat ‘inayat farma’ie.
Wallah! Hath aysay mula’im thay jis ki koi missal nahin.

.DUDPWXMKSHK6KDKH0DGLQDKNDUD\QJH\
7X$SQDOD\GLOVD\]DUD0DGDQL0DKRRO
.KXGDND\NDUDPVD\GLNKDH\JDD\NGLQ
7XMKD\-DOZDH0XVWDID0DGDQL

hi Šh iġ ğ h h û ȇA
hh ûĠ h
ʼnųğ ƤȇĬA ǔŔ Ķžû j ĸơA źŰŔ

Muqaddar walon kay soday


Ay ‘Aashiqan-e-Rasool! Muqaddar walon kay soday hayn, bas
jis per karam ho jaey! Hum sabhi ko chahiye keh Jalwa-e-
Mustafa ȔÄÇȒǥÄ ¾Ä Ȼ Ȝȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻ ȸȻ
Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ä ki hasrat dil mayn barha’ayn aur
tamanna-e-Deedar mayn ashk baha’ayn, woh ‘Aashiqan-e-
Rasool kis qadr bakht baydar hayn jo Jalwa-e-Yar say apni
aankhayn thandi kartay hayn, ‘Ushaaq ki bhi kiya shan hay.

%DKDUH.KXOGVDGTD\KRUDKLKD\UXZD\ՌDDVKLTSHU
.KXOLMDWLKD\QNDOL\DQGLONLWD\UD\PXVNLUDQD\SHU
=DXTH1DՍWSS 

Deedar-e-Mustafa ka Wazifah
‘Aashiqan-e-Rasool ki Madani Tahreek, Dawat-e-Islami kay
23
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

Maktaba-tul-Madinah ki kitab, ‘Malfuzaat-e-A’la Hazrat’
(561 safhaat) safha 115 ta 116 per hay:

‘Arz: Habeeb-e-Akram ȔÄÇȒǥÄ ¾Ä Ȼ Ȝȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻ ȸȻ


Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ä ki ziyarat-e-Shareefah
hasil honay ka kiya tareeqah hay?

Irshad: Durood Shareef ki kasrat shab mayn aur sotay waqt


kay ‘ilawah her waqt takseer (ya’ni kasrat) rakhay bil-khusoos
is Durood Shareef ko ba’ad Isha 100 bar ya jitni bar parh sakay.

 ċ © —‚  ŞĈ ƻs Ŝ&  ¡ 6 7Ÿ B e š 6 7› ’  _ ›$ W š  7ž_ ©3 j  ŞÉƻ‚   3˜r  œ$ Ċ —ß –6
 ċÝ — ¢ 6 § ¢ 7› ’  _ ›$ W š  7ž_ ©3 j  ŞÉƻ‚  3˜r  $œĊ —ß –6
 ċÝ –  ÓýÉ e B  ¦  @& WB 7› ’  7ž_ ©3 j  ŞÉƻ‚   3˜r  $œĊ —ß –6
 Y 6¦ d ¹6 Ş  ë _ ›$ W š  7ž_ ©3 j  Y¦ d  ŞÉƻ‚   3˜r  œ$ Ċ —ß –6
 ^7k N ¹6 Ş  ë _ ›$ W š  7ž_ ©3 j  _ k N  ŞÉƻ‚   3˜r  œ$ Ċ —ß –6
}_ ›$ W š  7Ÿ É – § š  ¦  7ž_ ©3 j ŞÉƻ‚  "6Ş$ƻr  d§ ? – 6Şë _ ›$ W š  7ž_ ©3 j  ÚՎ  ŞÉƻ‚   3˜r  œ$ Ċ —ß –6

Husool-e-Ziyarat-e-Aqdas (ȔÄÇȒǥÄ ¾Ä ȻȜȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻȸȻ


Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ä ) kay liye is say behtar
seegha nahin magar khalis Ta’zeem-e-Shan-e-Aqdas ȻȜȳ Æ ȑü¾ȻÄ ȜÆ È ȦÄȒÄʋȻȸȻ Å ȹ ʄÄÇ ǭ
Ä
Ä
ȔÇ ȒǥÄ ¾Ä kay liye parhay is niyyat ko bhi jagah na day keh mujhay
Ziyarat ‘ata ho, aagay un ka Karam bayhad-o-bay intaha hay.

‫ِﻓﺮاق ووﺻﻞ ﭼﮧ ﺧﻮاﮬﯽ رِﺿﺎﺋﮯ دوﺳﺖ ﻃَﻠَﺐ‬


‫ﮐﮧ ﺣ ْﯿﻒ ﺑﺎﺷَ ﺪ اَز و ﻏﯿ ِﺮ اُو مت ّﻨﺎﺋﯽ‬
24
www.dawateislami.net
Meethi Zabaan

(Ya’ni nazdeeki-o-doori say kiya matlab! Dost ki khushnudi
talab ker keh is kay ‘ilawah dost say kisi aur shay ki aarzu karna
qabil-e-afsoos hay)

-DOZDH<DULGKDUEKLNRLSKD\UDWD\UD
+DVUDWD\QDDWKSDKDUWDNWLKD\QUDVWDWD\UD
=DXTH1DDWSS 

hi Šh iġ ğ h h û ȇA
hh ûĠ h
ʼnųğ ƤȇĬA ǔŔ  Ķžû j ĸơA źŰŔ



25
www.dawateislami.net

You might also like