0rafi Lyrics

Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 10

kabhee raat din hum door the, din raat kaa ab saath hain

wo bhee ittefaak kee baat thee, ye bhee ittefaak kee baat hain

teree aankh mein hain khumaar saa, meree chaal mein hain surur saa
ye bahaar kuchh hain piye huye, ye samaa nashen mein hain choor saa
kabhee in fijaaon mein pyaas thee, abhee mausama-ye-barasaat hain

muze tum ne kaise badal diyaa, hairaan hoo main is baat par
meraa dil dhadakataa hain aajakal teree shaukh najaron se poochhakar
meree jaan kabhee mere bas mein thee, ab jindagee tere haath hain

yoo hee aaj tak rahe hum judaa, tumhe kyaa milaa, humei kyaa milaa
kabhee tum khafaa, kabhee hum khafaa, kabhee ye gilaa, kabhee wo gilaa
kitane bure the wo din sanam kitanee haseen ye raat hain

khoyaa khoyaa chaand, khulaa aasamaan

aakhon mein saaree raat jaayegee

tum ko bhee kaise neend aayegee?

mastee bharee hawaa jo chalee

khil khil gayee ye dil kee kalee

dil kee galee mein hain khalabalee

kee unako to bulaao

taare chale, najaare chale, sang sang mere wo saare chale

chaaro tarah ishaare chale, kisee kee to ho jaao

ayesee hee raat bheegee see raat haatho mein haath hote wo saath

kah lete unase dil kee ye baat ab to naa sataao


hum mit chale hain jinake liye,

bin kuchh kahe wo chup chup rahe

koee jaraa ye unase kahe, naa ayese aajamaao

Hindi Lyrics:
Aaj Purani Rahon Se
Koi Mujhe Aawaz Na De
Dard Mein Dubey Geet Na De
Gham Ka Sisakta Saz Na De

Beete Dinon Ki Yaad Thi Jinmein


Maein Woh Tarane Bhool Chuka
Aaj Nai Manzil Hai Meri,
Kal Ke Thikaane Bhool Chuka
Na Woh Dil Na Sanam,
Na Woh Deen Dharam
Ab Door Hoon Sare Gunahon Se
Aaj Purani Rahon Se .........

Toot Chuke Sab Pyar Ke Bandhan


Aaj Koi Zanjeer Nahin,
Sheesha-E-Dil Mein Armaanon Ki,
Aaj Koi Tasveer Nahin
Ab Shaad Hoon Maein Aazad Hoon Maein,
Kuch Kaam Nahin Hai Aahon Se,
Aaj Purani Rahon Se .........

Oh Dunya Ke Rakhwale

o duniyaa ke rakhavaale, sun dard bhare mere naale

aash niraash ke do ra.ngo.n se, duniyaa tuune sajaaI


nayyaa sa.ng tuufaan banaayaa, milan ke saath judaaI
jaa dekh liyaa harajaaI
o ... luT gaI mere pyaar kii nagarii, ab to niir bahaa le
ab to niir bahaa le
o ... ab to niir bahaa le, o duniyaa ke rakhavaale ...

aag banii saavan kii barkhaa, phuul bane a.ngaare


naagan ban ga_ii raat suhaanii, patthar ban gae taare
sab TuuT chuke hai.n sahaare, o ... jiivan apanaa vaapas le le
jiivan dene vaale, o duniyaa ke rakhavaale ...

chaa.nd ko Dhuu.nDhe paagal suuraj, shaam ko Dhuu.nDhe saveraa


mai.n bhii Dhuu.nDhuu.n us priitam ko, ho naa sakaa jo meraa
bhagavaan bhalaa ho teraa, o ... qismat phuuTii aas na TuuTii
paa.nv me.n pa.D gae chhaale, o duniyaa ke rakhavaale ...

mahal udaas aur galyaa.n suunii, chup-chup hai.n diivaare.n


dil kyaa uja.Daa duniyaa uja.Dii, ruuTh gaI hai.n bahaare.n
ham jiivan kaise guzaare.n, o ... ma.ndir girtaa phir ban jaataa
dil ko kaun sambhaale, o duniyaa ke rakhavaale ...

Jo Vaada Kiya Woh Nibhaana Padega


Roke Zamaana Chaahe Roke Khudaai Tumko Aana Padega

Tarasti Nigaahon Ne Aawaz Di Hai


Mohabbat Ki Aahon Ne Awaaz Di Hai
Jaane Hayaa Jaane Ada Chodo Tarsaana
Tumko Aana Padega

Ye Maana Hamein Jaan Se Jaana Padega


Par Ye Samajh Lo Tumne Jab Bhi Pukaara
Humko Aana Padega...

Hum Apni Wafaa Pe Na Ilzaam Lenge


Tumhe Dil Diya Hai Tumhe Jaan Bhi Denge
Jab Ishq Ka Sauda Kiya, Phir Kya Ghabraana
Humko Aana Padega

Chamakte Hain Jab Tak Yeh Chaand Aur Taare


Na Tootenge Ab Keh Do Paimaan Hamaare
Ek Doosra Jab De Sadaa Hoke Dewaana
Humko Aana Padega

Tasveer teri dil me, jis din se utari hai

Tasveer teri dil me, jis din se utari hai


Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me

Tasveer teri dil me, jis din se utari hai


Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me

Mathe ki bindiya tu hai sanam, nainon ka kajra piya tera gum


Mathe ki bindiya tu hai sanam, nainon ka kajra piya tera gum
Nain kiye neeche neeche, rahun tere peeche peeche, chalun kisi manzil me

Tasveer teri dil me, jis din se utari hai


Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me

Tum se nazar jab gayi hai mil, jahan hai kadam tere wahi mera dil
Tum se nazar jab gayi hai mil, jahan hai kadam tere wahi mera dil
Jhuke jahan palke teri, khule jahan zulfe teri, rahun usi manzil me

Tasveer teri dil me, jis din se utari hai


Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me

Toofan uthayegi duniya magar, ruk na sakega dil ka safar


Toofan uthayegi duniya magar, ruk na sakega dil ka safar
Yun hi nazar milti hogi, yun hi shama jalti hogi, teri meri manzil me

Tasveer teri dil me, jis din se utari hai


Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me, jis din se utari hai
Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me

--FEMALE--
Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam
Aa gaye, aa gaye
Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum

--MALE--
Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam - 2
Aa gaye, aa gaye
Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum

--FEMALE--
(Oh oh oh)
Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam
Aa gaye, aa gaye
Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum

--MALE--
Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam
--FEMALE--
Aag yeh kaisi mann mein lagi hai
Mann se badhi to tan mein lagi hai

--MALE--
Aag nahin yeh dil ki lagi hai
Jitni bujhaayi, utni jali hai

--FEMALE--
Dil ki lagi na ho to kya zindagi hai
Saath hum jo chale mit gaye faasle

--MALE--
Aa gaye, aa gaye
Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum

--BOTH--
Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam

--MALE--
Khoyi nazar thi, soye nazaare
Dekha tumhe to jaage yeh saare

--FEMALE--
Dil ne kiye jo dil ko ishaare
Milke chale hum saath tumhaare

--MALE--
Aaj khushi se mera dil yeh pukaare
Tera daaman mila, pyaar mera khila

--FEMALE--
Aa gaye, aa gaye
Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum

--BOTH--
Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam

--FEMALE--
Dil ki kahaani pahonche zubaan tak
Kisko khabar ab pahonche kahan tak

--MALE--
Pyaar ke raahi aaye yahan tak
Jaayenge dil ki had hai jahan tak

--FEMALE--
Tum paas jo to chale hum aasmaan tak
Dil mein armaan liye laakh toofaan liye

--BOTH--
Aa gaye, aa gaye
Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum
Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam - 3

sau baar janam lenge, sau baar fanaa honge


aye jaana-ye-wafaa fir bhee, hum tum naa judaa honge

kismat humei milane se, rokegee bhalaa kab tak


in pyaar kee raahon mein, bhatakegee wafaa kab tak
kadamon ke nishaan khud hee, manjil kaa pataa honge

ye kaisee udaasee hai, jo husn pe chhaayee hai


hum door naheen tum se, kahane ko judaayee hai
aramaan bhare do dil fir yek jagah honge

chalo yek baar fir se, ajanabee ban jaaye hum dono

naa main tum se koee ummeed rakhoo dilanawaajee kee


n tum meree taraf dekho, galat andaaj najaron se
n mere dil kee dhadakan ladakhadaye meree baaton se
naa jaaheer ho tumhaaree kashmakash kaa raaj najaraane se

tumhen bhee koee ulazan rokatee hain peshakadamee se


muze bhee log kahate hain kee ye jalawe paraaye hai
mere humaraah bhee rusawaaeeyaan hain mere maazee kee
tumhaare saath abhee gujaree huyee raaton ke saaye hai

taarruf rog ho jaaye, to usako bhoolanaa achchhaa


taallook boz ban jaaye to use todanaa achchhaa
wo afasaanaa jise anjaam tak laanaa naa, n ho mumakeen
use yek khubasoorat mod de kar bhoolanaa achchhaa

bahaaron phool barsaao,


mera mehboob aaya hai -2
bahaaron...
havaaon raagni gaao
mera mehboob aaya hai -2

o lali phool ke mehndi laga in gore haathon mein


utar a ai ghata kajal, laga in pyari aankhon mein
sitaro mang bhar jaao
mera mehboob aaya hai -2
bahaaron phool...

nazaro har taraf ab tan do ik noor ki chaadar


bada shamila dilbar hai, chala jaaye na sharma kar
zara tum dil ko behlaao
mera mehboob aaya hai -2
bahaaron phool...

sajaye hai javan kaliyon ne ab ye sej ulfat ki


inhe maloom tha ayegi ik din ruuthi mohabbat ki
fizaaon rang bikhraao
mera mehboob aaya hai -2
bahaaron phool...

akele hain chale aao, jahaan ho


kahaan aawaaj de tum ko kahaan ho

tumhen hum dhoondhate hain, humein dil


dhoondhataa hai
naa ab manjil hain koee, naa koee
raasataa hai
ye tanahaee kaa aalam aur is par aap kaa
gam
naa jeete hain, naa marate hain, bataao
kyaa kare hum

akele hain chale aao, jahaan ho


kahaa aawaaj de tum ko kahaan ho

Likhe jo khat tujhe


woh teri yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye

sawera jab huya


to phool ban gaye
jo raat aayi to
sitaare ban gaye

Koyi nagma kahin goonja


kahan dil mein
yeh tu aayi
kahin chatki kali koyi
main yeh samjha, tu sharmaayi
koyi khushboo kahin bikhri
laga yeh zulf lehraayi

Likhe jo khat tujhe...

Fiza rangeen, adaa rangeen


yeh ithlaana, yeh sharmaana
yeh angdhaayi, Yeh tanhaayi
yeh tarsa kar, chale jaana
bana de ga nahi kisko
jawaan jadoo yeh deewana

Likhe jo khat tujhe..

jahan tu hai, wahan main hoon


mere dil ki tu dhadhkan hai
musafir main tu manzil hai
main pyaasa hoon tu saawan hai
meri duniya yeh nazre hain
meri jannat yeh daaman hai
Likhe jo khat tujhe...

Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika,


Tera Muskurana Gazab Hogaya,
Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai,
Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya..

Tere Hont Kya Hai, Gulaabi Kanwal Hai,


Yeh Do Patiyan, Pyar Ki Ik Gazal Hai,
Voh Nazuk Labon Se, Mohobbat Ki Baaten,
Hami Ko Sunana, Gazab Hogaya,
Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika,
Tera Muskurana Gazab Hogaya,
Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai,
Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya..

Kabhi Ghul Ke Milna, Kabhi Khud Jhijhakna,


Kabhi Raaston Par, Behekna-Machalna,
Yeh Palkon Ki Chilman, Utakar Girana,
Girakar Utana, Gazab Ho Gaya,
Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika,
Tera Muskurana Gazab Hogaya,
Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai,
Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya..

Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika,


Tera Muskurana Gazab Hogaya,
Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai,
Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya..

dil ke zarokhe mein tuz ko bithhaakar


yaadon ko teree main dulhan banaakar
rakhoongaa main dil ke paas mat ho meree jaan udaas

kal tere jalawe paraaye bhee honge


lekin zalak mere khwaabo mein hogee
fulon kee dolee mein hogee too rukhasat
lekin mahak meare saason mein hogee

ab bhee teree surkha hothhon ke pyaale


meree tasawwur mein saakee bane hain
ab bhee teree julf ke mast saaye
birahaa kee dhoop mein saathee bane hain

meree mohabbat ko thhukaraa de chaahe


mai koee tuz se naa shikawaa karungaa
aakhon mein rahatee hain tasaweer teree
saaree umar teree poojaa karungaa
rut hai milan ki, sathi mere are
mohe kahe lechal baho ke sahare
bagho mein, kheto mein, nadein ke naare

You might also like