Ayatal Kursi Me Kursi Se Kya Muraad Hai
Ayatal Kursi Me Kursi Se Kya Muraad Hai
Ayatal Kursi Me Kursi Se Kya Muraad Hai
" KURSI azeem makhloouqe hai satwein aasman ke upar aur wo Arsh ilahi se alag hai.
Ibn Abbas raziallahu anhu kahte hain ke wo ALLAH ke qadmo ki jagah hai.
aur ba'z ahle ilm ne kaha hai ke kursi Arsh hi hai
isliye ke Arsh, Kursi ko kahte hain magar mashur pahla qaul hai ke (Kursi)ALLAH ke qadmo ki
jagah hai ,azeem makhlooque hai jo satwein asman ke upar hai .
( Mazkurah tarjama shaikh ki recording ki hui awaz ko sun kar kiya gaya hai
Translated by-Shaikh Abu Horaira Hafizahu Allaah)
Pas Alhamdulillah saabit hua ke KURSI se muraad ALLAAH KE QADMO KI RAKHNE KI
JAGAH HAI
------------------------Baaz log ne KURSI ke baare me likha hai ISSE MURAAD ALLAAH KA ILM (KNOWLEDGE) HAI.
Lekin ye qaul mardood hai.
Hafiz Zehbi rahimaullah farmate haiPahla qaul :kursi se murad ilm hai
aur ye jahmiya ka qaul hai
unlogon ne lafz e kursi ke ma'na taweel karte hue usse murad ilm liya aur wo aisi taweel arsh ke
mana men bhi karte hain aur kahte hai arsh ke mana milk (kingdom) hai
aur aisa wo is liye karte hai take ALLAH ke arsh par mustawi aur Uluw yani apne makhlookh
par buland hone se inkar kar Sakein.
(Kitabul Arsh of Imam Zehbi :page 304,
Taranslated by :Shaikh Abu Horaira Hafizahu Allaah)
Pata chala Jo log KURSI se muraad ILM lete hai,wo jahamiya (bad tareen ghumra firqa) ke
manhaj par hai
Imam Ibn Abi Al Izz rahimaullah saysSome says that Kursi is His knowledge. This has been ascribed to Ibn Abbas.But what has been
authentically narrated from him is what we have just qouted from the Boom of Imam ibn Abi
Shaybah.
All other things attributed to him are mere conjecture and erroneous theology.
(Commnetary on the Creed of Tahawi,page:226)
Shaikh Usaimin farmate haiSimilarly, some people claim that the Kursiy is Allaahs knowledge, and say that the aayah
(interpretation of the meaning)
His Kursiy extends over the heavens and the earth [al-Baqarah 2:255] refers to His
Knowledge.
The correct view is that the Kursiy is a footstool, and the Throne is that which the Most Merciful
rose above (istiwaa). And knowledge is the attribute of the knowledgeable one by means of
which he understands that which he knows.
(al-Qawl al-Mufeed Sharh Kitaab al-Tawheed, 3/393, )
ILM Allaah ki sifat hai aur KURSI Allaah ki makhlooque, to kis tarah KURSI ko Allaah ka ilm
qarar diya ja sakta hai.
Kursi Allaah ki makhlooque hai uski dalil ye aasar hai jo mauqoof hai lekin hukuman Marfoo
hai.
It was narrated that Ibn Masood said:
Between the first heaven and the one above it is (a distance of) five hundred years. Between each
of the heavens is (a distance of) five hundred years. Between the seventh heaven and the Kursiy
is (a distance of) five hundred years. Between the Kursiy and the water is (a distance of) five
hundred years, and the Throne is above the water. Allaah is above the Throne, and nothing
whatsoever of your deeds is hidden from Him.
(Narrated by Ibn Khuzaymah in al-Tawheed, p. 105; by al-Bayhaqi in al-Asmaa wal-Sifaat, p.
401).
This report was classed as saheeh by Ibn al-Qayyim in Ijtimaa al-Juyoosh al-Islamiyah, p.
100; by al-Dhahabi in al-Uluw, p. 64).
Is hadees me unlogo ka bhi radd hai Jo KURSI aur ARSH ko ek samajhta hai,halanke ARSH
paani ke upar hai aur KURSI uske neeche.
=========================
Baaz Logo ne ye jo kaha hai ke KURSI se muraad Allaah ka ILM hai to wo log iske dalil ke
taur par Ibn Abbas raziallahu ta'alaa anhu ka qaul pesh karte hai.
Ke ibn Abbas raziallahu ta'alaa anhu ne farmaya ke Kursi se muraad ILM hai.
Isko Imam tabri ne apne tafseer mein Vol 3 ,page 9 me
Mutarrif An Jafar An Saeed bin Jubair ki sanad se bayan kiya hai.
Lekin ye rawayat zaif hai.
Shaikh Al Albani rahimaullah Mukhtasar al Uluw me farmate haiImam Ibn Mandah rahimaullah ne kaha-Jafar ki rawayat Saeed Bin Jubair se qawi nahi yaani
zaif hai
(aur ye rawayat isi sanad se hai).
Aur Imam Darmi kahte hai Agar Jafar sahih rawayat ke khilaaf rawayat kare to wo rawayat
sahih nahi,
(aur sahih tafseer ibn Abbas se Footstool hai, saabit kiya ja chooka hai)
Imam Ibn Abi Al izz rahimaullah bhi is tafseer ko galat kahte hai.
========================
Typed by Alqamar ibn Entakhab
Nazar Saani(cross checked) byShaikh ABU Horaira Hafizahu Allaah
(Student of Medinah University)